QUWAT Naezy Lyrics MP3 Download

QUWAT – Lyrics

WICKET · 2025 · Hindi
Download this song
Quwwat Jab se hosh sambhala Jab se aankh yeh khuli maine dekha kya area me lafda jhadap maar gang war dabdaba Jiska wo saras raha jo thasa toh kharcha phir ghar jaa ghar pe phi tanz maahol naap tol k bol adab tehzib se zameen pe tamiz se raho mashre k dayreme theek se rules kuch todte nahi street k haarke bhi jeet te Jab se aag yeh lagi hai bhook pyaas bhi badi hai ugta sitara hood ka khoob tha wajood kya dekhe chawl me ameeri nahi koi chiz ki kami rahi himmat aur bhi bani rahi nazre lakshya pe jami rahi nahi kisi ki latka wazab banaya khud ka wazan kya mooch ka kyu mere se chupta sahara jhoot ka kyu k dil tutta aur kya baaki raha mat bata chal wata izzat se mili thodi Shohrat toh badli Maine sohbat se mili zada zillat harkat se mili mujhe barkat toh aaye aisi naubat k karu phir harkat aankhon me khoon leke jazbe junoon leke Chal mai pada Raasta Kathin tha paar kiya housla buland khud Kia apna aur Kaun karta tha apne liye Shaana hoga ghar ka tu mere saamne Shana nahi patel hoga area ka mere saamne aana nahi nakli band kar badi dena bewakoof zamana nahi maasoom log ko bully karna asli log ka saamna nahi taqat aazmana hai toh muqabla karna mila kya cheen k tujhe Haq gareeb ka baazuyo se shaktishaali mera mann hamesha tayyar Rahu mai bina gün taqatwar ban k karna desh ki raksha aatankwad khatam karna janta ki suraksha rab se mile quwwat toh Sahi jaga lagana flex karne k liye bana tu gangster izzat aurton ki nahi kiya toh kayka gangster tere jaise bhot dekhe bachanbaaz Adab chor Sadakchaap gutterchaap dauda k marunga beta ghar mat bhaag sochna bhi mana Karra tu harkat kaha baat baad me karra pehle lafa Girega baksh du jo tujhko Rab mujhko Bakshega khaufnaak hai mahowl rahem dil me rehta aurton aur baccho pe Haath nahi utha mehnati sharif log ka mat le paisa anyay karega toh bhugtega bekar khote sab ko Tope Dena Chhod de beta line teri fast chal ri to topa dega kya bachkana hood k zada daat aa gayle kya izzat Diya tujhko tu sir pe chada latkaya tujhko Maine Galati kara bhot khoti public ko chalti kara akadna mere saamne Sabne Kamti kara guroor me thi public unko bharti Kara Agar ab nahi samjha tujhe bhar denge kya
SongQUWAT
ArtistNaezy
AlbumWICKET
LanguageHindi
Year2025
Download QUWAT MP3
Lyrics from WICKET
More Lyrics by Naezy
Popular Hindi Lyrics

QUWAT lyrics by Naezy. From the album WICKET. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next