Paar Naezy Lyrics MP3 Download

Paar – Lyrics

Anti Fitna · 2024 · Hindi
Download this song
Hook Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main Hu tayyar Main dil se lagg kar har taraf Yun Pohochunga yeh kahani Alag hai maqsad,spasht main laksh par, Bhalta main ek praani Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main hoon taiyaar Hard hai luck par, Hardwork jamm kar Aankhon se nikle paani, Kadak main haqq par, Har pal datt kar Haar nahi kabhi maani Verse 1 Subah meri fajar pade haya chale katha chale nafrat ko bhi pata chale mizaj chale samman chale apman ki koi jagah na reh aman ka hi paygham chale dopeher kaha aram kare suadhan me nahi vishram kare aajka kaam nahi kal kare jo aaj karna wo aaj kare ummat ehtejaaj kare fukat log awaz kare khote log mazak kare asli log vishwas isi tarah samaj chale apni khidmat aap kare dusro ki madad saath kare dushmano ko maaf kare nafrat se kuch nahi hasil hai khuda kare mohabbat mile na jisko koi juda kare awam k liye misal bane shaitan se faasle naaple insan se kya umeed rakhe safal hai toh salam kare nahi toh naam badnaam kare haters kaam tamaam kare unke iraade nakaam kare amir hoke sawal kare sambhal ke reh bawal kare Sada rahe mashal jale Misal bane kamal kare Hook Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main Hu tayyar Main dil se lagg kar har taraf Yun Pohochunga yeh kahani Alag hai maqsad,spasht main laksh par, Bhalta main ek praani Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main hoon taiyaar Hard hai luck par, Hardwork jamm kar Aankhon se nikle paani, Kadak main haqq par, Har pal datt kar Haar nahi kabhi maani Verse 2 kabhi na manunga haar duniya me batunga pyaar satark rahu mai hoshyaar qarib mere dost yaar andar k jazbaat hai bahar girne k liye ruke do chaar niyat saaf mai imandar samjhu sabko samajhdaar dushmano ko du lalkar vichlit mann mai kalakaar sick tunes mai hu bimaar zindagi kathin mai paar us taraf se is taraf mai kis taraf nahi har taraf tujhme mujhme bhot farak tu naram mai garam mai kadak lana mujhe aur badlav abhi bhi taza hai ghav kabhi nahi doobe yeh naav achanak badega bhav area me puche tum kaha ho sheher pehle baad me gaav tapti dhoop me nange paao apna toh alag hi daao naamumkin ko hasil karlu saath nahi rakhta busdil taare chinke aasmaan bhardu kuch nahi mere liye mushkil sarzameen se mohabbat karta hu ghayr se ladta hu kushti hadien paar maine kiya hai jahaz bani meri kashti Hook Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main Hu tayyar Main dil se lagg kar har taraf Yun Pohochunga yeh kahani Alag hai maqsad,spasht main laksh par, Bhalta main ek praani Kiya hadein paar Nahi maani haar Hai yeh sansaar Main hoon taiyaar Hard hai luck par, Hardwork jamm kar Aankhon se nikle paani, Kadak main haqq par, Har pal datt kar Haar nahi kabhi maani
SongPaar
ArtistNaezy
AlbumAnti Fitna
LanguageHindi
Year2024
Download Paar MP3
Lyrics from Anti Fitna
More Lyrics by Naezy
Popular Hindi Lyrics

Paar lyrics by Naezy. From the album Anti Fitna. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next