Main Koi Aisa Geet Gaoon Abhijeet Lyrics MP3 Download

Main Koi Aisa Geet Gaoon – Lyrics

Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack) · 1999 · Hindi
Download this song
Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Tumko bulaun ya palkein bichhaun Kadam tum jahan jahan rakho Zameen ko aasman banaun Sitaron se sajaun agar tum kaho Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Main titliyon ke peechhe bhaagun Main jugnuon ke peechhe jaaun Yeh rang hai woh roshni hai Tumhare paas dono laaun Jitni khushbuyein baag mein milein Haan jitni khushbuyein baag mein milein Main laaun wahan pe ke tum ho jahan Jahan pe ek pal bhi thehro Main gulsitan banaun agar tum kaho Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Agar kaho to main sunaun Tumhein haseen kahaniyan Sunogi kya meri zubani Tum ek pari ki dastaan Ya main karun tumse bayaan Haan ya main karun tumse bayaan Ki raja se rani mili thi kahan Kahaniyon ke nagar mein Tumhein leke jaaun agar tum kaho Tumko bulaun ke palkein bichhaun Kadam tum jahan jahan rakho Zameen ko aasman banaun Sitaron se sajaun agar tum kaho Main koi aisa geet gaoon Ki aarzu jagaun agar tum kaho Haan agar tum kaho
Download Main Koi Aisa Geet Gaoon MP3
Lyrics from Yes Boss (Original Motion...
More Lyrics by Abhijeet
Popular Hindi Lyrics

Main Koi Aisa Geet Gaoon lyrics by Abhijeet. From the album Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next