Main Koi Aisa Geet Gaoon – Lyrics
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Tumko bulaun ya palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Main titliyon ke peechhe bhaagun
Main jugnuon ke peechhe jaaun
Yeh rang hai woh roshni hai
Tumhare paas dono laaun
Jitni khushbuyein baag mein milein
Haan jitni khushbuyein baag mein milein
Main laaun wahan pe ke tum ho jahan
Jahan pe ek pal bhi thehro
Main gulsitan banaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Agar kaho to main sunaun
Tumhein haseen kahaniyan
Sunogi kya meri zubani
Tum ek pari ki dastaan
Ya main karun tumse bayaan
Haan ya main karun tumse bayaan
Ki raja se rani mili thi kahan
Kahaniyon ke nagar mein
Tumhein leke jaaun agar tum kaho
Tumko bulaun ke palkein bichhaun
Kadam tum jahan jahan rakho
Zameen ko aasman banaun
Sitaron se sajaun agar tum kaho
Main koi aisa geet gaoon
Ki aarzu jagaun agar tum kaho
Haan agar tum kaho
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Main Koi Aisa Geet Gaoon |
| Artist | Abhijeet |
| Album | Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack) |
| Language | Hindi |
| Year | 1999 |
Lyrics from Yes Boss (Original Motion...
Chaand Taare
Abhijeet
Suniye To
Abhijeet
Ek Din Aap
Udit Narayan
Main Koi Aisa Geet Gaoon
Alka Yagnik
Choodi Baji Hai
Udit Narayan
Choodi Baji Hai
Udit Narayan
Chaand Taare
Abhijeet
Suniye To
Abhijeet
Ek Din Aap
Alka Yagnik
More Lyrics by Abhijeet
Maiyya Mainu
Sachet Tandon
Waada Raha Sanam
Alka Yagnik
Ye Kaali Kaali Aankhen
Sadhana Sargam
Husnn Hai Suhaana New
Tanishk Bagchi
Ole Ole 2.0
Tanishk Bagchi
Sheher Ki Ladki
Tanishk Bagchi
Popular Hindi Lyrics
Main Koi Aisa Geet Gaoon lyrics by Abhijeet. From the album Yes Boss (Original Motion Picture Soundtrack). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.