Kya Paaya Ali Brothers Lyrics MP3 Download

Kya Paaya – Lyrics

Haq (Original Motion Picture Soundtrack) · 2025 · Hindi
Download this song
Ishq Mein Jo Tumhe Khuda Bolte hain Phir Wahi Ik Din Dard Mein Tolte Hain Karvat Karvat Bas Ashq Bahe Rote Hi Rahe Deedar Ko Hum Karvat Karvat Bas Ashq Bahe Rote Hi Rahe Deedar Ko Hum Jo Khaab The Saare Toot Gaye Kitna Tadpe Tere Pyar Ko Hum Jo Khaab The Saare Toot Gaye Kitna Tadpe Tere Pyar Ko Hum Wo Karte Rahe Humpe Hi Sitam Ik Baar Na Humpe Taras Khaya Apne Ghar Mein Hum Ghair Hue Har Roz Hai Dard Naya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Wo Karte Rahe Humpe Hi Sitam Ik Baar Na Humpe Taras Khaya Apne Ghar Mein Hum Ghair Hue Har Roz Hai Dard Naya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Jo Chalte The Meri Taraf Bas Kisi Aur Dar Pe Rukne Lage Jin Aankhon Ke Chaand Kabhi The Unn Aankhon Ko Chubhne Lage Wo Bhool Gaya Saare Wade Mehboob Naya Wo Ghar Laya Apne Ghar Mein Hum Ghair Hue Har Roz Hai Dard Naya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Ab Khud Ko Hi Hum Koste Hain Kyun Dil Hum Tumpe Haare The Kaise Doobe Hum Yaar Wahan Baithe Hum Dariya Kinare The Jis Yaar Ka Maine Sajda Kiya Jiski Khatir Ardaas Hui Jisko Apna Sabkuch Mana Usne Hi Kyun Ye Haal Kiya Jab Dard Diya Usne Itna Phir Kyun Usko Hum Yaad Karein Dekho Na Kahan La Chhoda Humein Sab Kuch Usne Barbaad Kiya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya Kya Paya Kya Paya Dil Lagakar Ke Kya Paya
SongKya Paaya
ArtistAli Brothers
AlbumHaq (Original Motion Picture Soundtrack)
LanguageHindi
Year2025
Download Kya Paaya MP3
Lyrics from Haq (Original Motion Pict...
Popular Hindi Lyrics

Kya Paaya lyrics by Ali Brothers. From the album Haq (Original Motion Picture Soundtrack). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next