Dil Tod Gaya Tu – Lyrics
Mera Dil Tum Bin Ghabraye
Mujhe Yaad Teri Tadpaye
Mera Dil Tum Bin Ghabraye
Mujhe Yaad Teri Tadpaye
Dil Toda Jabse Tune Mahiya
Haaye
O Rabba Dil Tod Gaya Tu
Yun Mujhko Chhod Gaya Tu
Ishq Ka Rog Lagake
Mujhse Muh Mod Gaya Tu
O Rabba Dil Tod Gaya Tu
Yun Mujhko Chhod Gaya Tu
Ishq Ka Rog Lagake
Mujhse Muh Mod Gaya Tu
Kaisi Dua Thi Kaisi Khudai
Qismat Mein Meri Kyu Likh Di Judai
Be-ghar Hue Hain Dil Se Jo Tere
Lagne Lagi Hai Ye Duniya Paraai
Yahi Ishq Nibhaya
Mujhe Karke Paraya
Bada Raj Ke Rulaya
Tujhe Taras Nahi Aaya
Mera Bhi Socha Hota Ek Dafa Haaye
O Rabba Dil Tod Gaya Tu
Yun Mujhko Chhod Gaya Tu
Ishq Ka Rog Lagake
Mujhse Muh Mod Gaya Tu
Ankhon Mein Ankhon Mein Behta Hai Jo Ye Chubhta Hai Jo Ye Kaise Bolein
Baton Mein Baton Mein Chup Sa Hai Jo Ye Gum Sa Hai Jo Ye Kaise Bolein
Kyu Hai Paayi Maine Bewafai Bolo Kaise Bolein
Aankhon Mein Aankhon Mein Behta Hai Jo Ye Chubhta Hai Jo Ye Kaise Bolein
Jeena Kaisa Ye Jeena
Jab Sang Mere Tu Hi Na
Tanha Mujhko Hai Kitna Kar Diya
O Rabba Dil Tod Gaya Tu
Yun Mujhko Chhod Gaya Tu
Ishq Ka Rog Lagake
Mujhse Muh Mod Gaya Tu
O Rabba��.Rabba�.Dil Tod Gaya Tu
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Dil Tod Gaya Tu |
| Artist | Sameer Sawan |
| Album | Haq (Original Motion Picture Soundtrack) |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
Lyrics from Haq (Original Motion Pict...
Jhoom Banware
Bidyut Jyoti Mohan
Qubool
Shreya Ghoshal
Kya Paaya
Vishal Mishra
Haq Hai Mera
Vishal Mishra
Dil Tod Gaya Tu (Duet Version)
Vishal Mishra
Popular Hindi Lyrics
Dil Tod Gaya Tu lyrics by Sameer Sawan. From the album Haq (Original Motion Picture Soundtrack). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.