Kehna Nanku Lyrics MP3 Download

Kehna – Lyrics

Nanku Sharma · 2020 · Hindi
Download this song
Kuch kuch keh bhi paata hoon Aisa mujhko lagta hai Dil ke andar atka kabze mein ye mujhko rakhta hai Bheetar mere duniya poori bin sahayta chalti hai Bahar aata hoon jaise hi baatein ja bikharti hain Shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain Baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain Srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Kehna hai, Kehna hai Kehte kehte ruk jaata hoon Aajoo baajoo mudd jaata hoon Sundar ho tum itni, choone se main ghabrata hoon Jaane kyu main chintit hoon, kyu tumse sharmaata hoon Kaafi selfish hoon main, shayad thoda chatka sa hoon Teri awaaz reh jaati hai dimaag mein Jaati na wahan se Teri baatein Teri baatein Shor ya sannaata, meri saansein mujhse milti hain Baarish ho ya dhoop, meri aankhein phir se khilti hain Srishti ki iss rachna mein hi abse mujhko rehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Bola na ja sakta jo, sab vo mujhko kehna hai Kehna hai, Kehna hai
SongKehna
ArtistNanku
AlbumNanku Sharma
LanguageHindi
Year2020
Download Kehna MP3
Lyrics from Nanku Sharma
More Lyrics by Nanku
Popular Hindi Lyrics

Kehna lyrics by Nanku. From the album Nanku Sharma. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next