Abtak Faizan Lyrics MP3 Download

Abtak – Lyrics

Nanku Sharma · 2020 · Hindi
Download this song
Apne in prashno ko maine pucha tumse yu hi Par tum kuch keh saki nahi, sochu main puche kyu hi Apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi Samjha na main abtak, tu kyu rehti hai roothi Main la du tujhko Jacob, main la du tujhko Gucci Samjha na main abtak, tu kyu rehti hai roothi Samjha na main abtak, tujhse meri ye doori Samjha na main abtak, tu geeli hai ya sookhi Hote the jaise pehle hum ban sakte phir vo hi kaash Vaisi si ek fursat, na doori na majboori Sutte jalte kabhi kabhi, bakchodi chalti poori Na hota tha kuch matlab, na tha tab kuch bhi zaruri Gaane chalte the tarah tarah ke, sunte the bas yu hi Maalum thi bas ek chaahat, key chain me latki churri Maalum thi bas ek chaahat, key chain me latki churri Samjha na main abtak tujhse meri ye doori Samjha na main abtak tujhse meri ye doori Samjha na main abtak tujhse meri ye doori Apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi Par tum kuch keh saki nahi, sochu main puche kyu hi Apne in prashano ko maine pucha tumse yu hi Chhipna mujhko kabtak, rota hoon main kyu hi Jaana maine abhi abhi ban sakta hai ek maksad Bhatka tha main kahan kahan par pahuch hi gaya ghar tak Jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak? Socha karta aksar, socha karta aksar Jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak Jo kuch tujhmein dekha tha vo sab hai mere andar Pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar Jo kuch tujhmein dekha tha vo sab hai mere andar Pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar Samjha na main abtak, ki hoti hai tu yun hi Chhipna mujhko kabtak, rota hoon main kyu hi Jaana maine abhi abhi ban sakta hai ek maksad Bhatka tha main kahan kahan par pahuch hi gaya ghar tak Jaaga hoon main kabse, jaagunga main kabtak? Socha karta aksar, socha karta aksar Jo kuch tujhmein dekha tha vo sab hai mere andar Pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar Pahuchu uss tak kaise, main socha karta aksar Pahuchu tujh tak kaise, main socha karta aksar
SongAbtak
ArtistFaizan
AlbumNanku Sharma
LanguageHindi
Year2020
Download Abtak MP3
Lyrics from Nanku Sharma
More Lyrics by Faizan
Popular Hindi Lyrics

Abtak lyrics by Faizan. From the album Nanku Sharma. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next