DANGER Naezy Lyrics MP3 Download

DANGER – Lyrics

HATELI · 2025 · Hindi
Download this song
Magajmari lera aadi kaha pe yaha pe sidha laafe chhapa baatien pyaari yaha karna nahi mitha pasand nahi mujhe teekha khata edi khopdi khaski meri fatak se bachkaanelog naape Raasta baatien teri agar betuki band rakhna muh apna khota nahi chaatna Datkar maqsad k Piche Mai mere piche laga sara sansaar kya hatkar rakha soch apni Mai qadar karna seekha janta k pyaar ka bhatka raaste se Kabhi nahi satark rehra mai zara hoshyaar kya pasand mujhe zindagi yeh utar chadao rehta Maani nahi haar kya alag meri yeh journey hai mila jawab mujhe saare sawal ka Ammi Abbu khidmat karni hai himmat karke jaldi se nikah karna kya aakhirat ki fikar karni hai ibadat karni hai reh Allah se pyaar kya jaag k neend se Fajar padni hai warjish karni hai ek nayi shuruwaat kya mehnat din bhar bharpur karni hai har pal jeetne ki rahe firaq kya usul adab se chalna hai durust hogi zindagi qurban muraad kya fukat aadaton se baaz ana hai rishtedaar karenge apun pe Naaz kya wazab area se khatam na ho talukat banenge milayenge haath kya jalan hasad bhi bad Rahi hai pata chale mujhe teri aukaat Kya ghamand akad aur guroor Me artist se kho dali pehle ki baat kya Gali galoch se streaming bade zamana kış disha me jaa raha aaj kal Aaja tu bhi chad ja gardi me lekin beta zara dhang ki koi baat kar napa tola aur barsa mai paygham pohchana rehta mujhe to h khaas kar Aag hai shola ab bhadka Mai kachra lyrics teri gand thodi saaf kar style Churaya Acha tune Disha kya dega tu Aur kiska dhaap kar fayda khudka sirf dekhe tu Matlabi mat ban kar thoda swarth kam public masoom jhele tujhko batana beta tu drop Karra bars kab Kadak garam charge rehta Mai andruni kayfiat hai taknik hai chaar chaand latak mat ab rakh faasle aakhri khaya tha Jo tune maar kab zada hard hua kiya harkatien nahi baithra beta mai zara bhi shaant ab Adab seekha nahi unse tere Maa pita Tujhpe karre vishwas kam roshan hoga bhavishya Tera sambhalja beta mauka hai change kar Kaam kar waqt nahi Thamta kamyabi karegi pain kam soja raaton ko Aur Dekh Sapna izzat de position claim kar Kuch nahi hota bhala kyu apna qismat ko Aise mat blame kar barbaad kiya tune waqt kyu Itna ehsaas bhi hota kya Zara sa shame kar mujhe toh samjha isliye bola daag ek baar lag Jata name par hard hu beta shot bhi hard apna Dhyan mera wapas Hai game par lane chun rasta dhoond zaroori nahi k tu bhi same kar paise kamane k liye mehnat lage tike nahi zindagi fame par khud pe yakeen rakh Bharosa zara call aane wala phone range par kamzor manje ki pech cut Naezy baa sattar se danger
SongDANGER
ArtistNaezy
AlbumHATELI
LanguageHindi
Year2025
Download DANGER MP3
Lyrics from HATELI
More Lyrics by Naezy
Popular Hindi Lyrics

DANGER lyrics by Naezy. From the album HATELI. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next