Yaad – Lyrics
woh jo hum mein tum mein karaar tha
tumhe yaad ho ke na yaad ho
wahi yaani waada nibaah kaa
tumhe yaad ho ke na yaad ho
mujhe sab hai yaad zara zara
tumhe yaad ho ke na yaad ho
shaam raatein din seher
saath beeta har peher
hum toh na bhulein hai
tumhe yaad ho
na koi shikve gile
kaafiye se the mile
hum toh na bhule hai
tumhe yaad ho ke na yaad ho
tumhe yaad ho ke na yaad ho..(
tumhe yaad ho ke na yaad ho
kabhi hum mein tum mein bhi chaah thi
kabhi hum mein tum mein bhi chaah thi
kabhi humse tumse bhi raah thi
kabhi hum bhi tum bhi the aashna
tumhe yaad ho ke na yaad ho
mujhe sab hai yaad zara zara
tumhe yaad ho ke na yaad ho
tumhe yaad ho ke na yaad ho………
outro
woh naye gile woh shiqaayatein
woh mazze mazze ki hiqaayatein
woh naye naye shiqaayatein
woh mazze mazze ki hiqaayatein
woh har ek baat pe roothna
tumhe yaad ho ke na yaad ho
mujhe sab hai yaad zara zara
tumhe yaad ho ke na yaad ho
tumhe yaad ho ke na yaad ho
tumhe yaad ho ke na yaad ho
yaad ho
yaad ho ke na yaad ho
yaad ho ke na yaad ho
na yaad ho
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Yaad |
| Artist | Momin Khan Momin |
| Album | Metro ... In Dino (Side A) |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
Lyrics from Metro ... In Dino (Side A...
Popular Hindi Lyrics
Yaad lyrics by Momin Khan Momin. From the album Metro ... In Dino (Side A). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.