Voicemail Knav Lyrics MP3 Download

Voicemail – Lyrics

Voicemail · 2024 · Hindi
Download this song
"Baar baar sune meri hi awaaz Kabhi sun le tu meri fariyaad Paani ki tarha hai mere jazbaat Hone de na jaana kabhi barsaat Waisa Zamana nahe raha warna Likhta tujh ko main kayi khat Main bhi deewana nahe raha warna Kar laita aik aur muhabbat Par kia karun Tujh say mera Naa raabta Or dunya nay Badla hua hay zaabta Purane tere khat naya khwaab dete Zamane beet gaye aisa pyaar dekhe Ye Deewana nazar aaye Tujhe Ghazalo me Na na sharama na jaana issi ko toh pyaar kehete Woh sune hai awaaz baar baar meri Or Badale halaat uske baad mere Usse bhi pata ki uske ke baare likhuun Hai In Ashko pe Kaabu na alfaaz pe re Pohonch jaaye mere khat tujhe digitally But You think I’m not the same now miracally Meri gully me woh baat ni rahi Tu guzarti wahase ab bannke hai ajnabi Jaha pyaar waha jaan, par na meri jaanemann Jaha yaar waha khumaar or uske chhal ka hai kafan Ye ajeeb si baat lage hume bhi Sanam ki tune paas toh bulaya kehene dooriyaan pasand eh meray saath jo hua hay Naa janun main kesi saza hay Main nay tou ki na koi khata hay Jo ho saka mujh say main nay kiya hay Badla main mujhko yahan kia mila hay Bass main hun or dard ki inteha hay Tu jo milay tou puch lun Par kia karun Tujh say mera Naa raabta Or dunya say Meri huaa tu lapata Suraj uga hai par sewera na rahe Hamare beech me andhera sa hai Mujhe toh hone na hai tera deedar Bata kya Poochti woh doosro se mere baare Par kya hi karuun me jo na tujhse hai raabta Tera aks bhi khwaabo me mere raha saaf na Tere hi hai Lab magar labs kisi or ke Pyaar Ghatte bharne pe kaisa ye hisaab Haan ? "
SongVoicemail
ArtistKnav
AlbumVoicemail
LanguageHindi
Year2024
Download Voicemail MP3
More Lyrics by Knav
Popular Hindi Lyrics

Voicemail lyrics by Knav. From the album Voicemail. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next