Tinka – Lyrics
Qatra qatra pee loon tujhe
Khaali hoon main bhar jaaun
Lamha lamha jee loon tujhe
Lamha lamha mar jaaun
Qatra qatra pee loon tujhe
Khaali dil main bhar jaaun
Lamha lamha jee loon tujhe
Saason mein utar jaaun
Tu tu tu jo rubaru mere
Gham saare pal bhar mein chhoo mere
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein likhi jaana, tu mere
Tinka tinka chhu loon tujhe
Aur chhute hi bikhar jaaun
Saans rakhun teri saanson par
Haath rakhun tere baalon mein
Ishq likhun tere kandhe par
Aur honth rakhu tere gaalon pe
Aaj faqat ye afsaane
Khwaab se sach mein bana loon main
Tujhko rakhun phir seene mein
Aur seene mein hi chhupa loon main
Tu tu tu aaye jo baahon mein
Ik pal ko jaane bhi na doon main
Haathon mein jo lakeerein hain
Inmein tujhi ko basaa loon main
Saari umar jo bigda hoon
Tere liye hi sudhar jaaun
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Tinka |
| Artist | Aditya Rikhari |
| Album | Young Love |
| Language | Hindi |
| Year | 2023 |
Lyrics from Young Love
More Lyrics by Aditya Rikhari
Sahiba
Aditya Rikhari
Lutt Le Gaya
Madhubanti Bagchi
Paaro
Aditya Rikhari
Faasle
Aditya Rikhari
Jaana Samjho Na
Tulsi Kumar
Mere Hi Liye
Aditya Rikhari
Bin Tere
Rochak Kohli
Do Jahaan
Aditya Rikhari
Tinka
Aditya Rikhari
Raaton
Aditya Rikhari
Popular Hindi Lyrics
Tinka lyrics by Aditya Rikhari. From the album Young Love. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.