Teri Aankhon Mein – Lyrics
Lyrics : Teri Aankhon Mein
Kar dena choti moti galtiyon ko maaf,
itna sa bas ehsaan karde - 2
Tu jo hai naraz meri sans na chale
Maanja tu jeena ye asaan karde
Tu khol mere dil ko or lele talashi
Koi bhi milega na tere siwa
Teri ankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri ankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya -2
Antra :
Bhar ke rakhti hun jeben mein dil ki apne
Bol kitna tu maange udhaar
Bina byaaj ke dungi tu maang to sahi
Dekhun kitna tu mangega pyaar
Baitha hai gussa teri naak pe aise
Dhokha dia tujhko maine chhod dia jaise
Marke bhi chhodun na, tu maanega kaise - F
Nikaal na zubaan se aise marne ki baat
Pyaar aisa karunga ke tu degi shabashi
Misaal main dunga apne pyaar ki bana - M
Teri aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya-2
Ishq ko odh len
Sab huden tod den
Aaj dono milke ik naye
Rishtey ko jod len – M - 2
Tu bole na mujhe kuch
Aur main sunti rahun
Aise pyaar karte karte
Duniya ko chhod den - F
Teri Aankhon mein dikhta jo pyaar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya -2
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Teri Aankhon Mein |
| Artist | Darshan Raval |
| Album | Teri Aankhon Mein |
| Language | Hindi |
| Year | 2020 |
More Lyrics by Darshan Raval
Is Qadar
Tulsi Kumar
Teri Aankhon Mein
Neha Kakkar
Chogada
Asees Kaur
Tere Naal
Tulsi Kumar
Aayi Nai
Amitabh Bhattacharya
Main Woh Chaand
Darshan Raval
Popular Hindi Lyrics
Teri Aankhon Mein lyrics by Darshan Raval. From the album Teri Aankhon Mein. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.