Tera Pata Krsna Solo Lyrics MP3 Download

Tera Pata – Lyrics

Tera Pata · 2026 · Hindi
Download this song
Chaahe jitna bhi tu nazar chura Reh chhupkar mujhse nazar na Lagta hai mujhko saara pata Tera pata deti hai hawa Saanson ka buna taana baana Aahat ko teri yun pehchaana Lagta hai mujhko saara pata Tera pata deti hai hawa Kitne milte julte lage hain Har dil ke fasaane Zid pe hai jaane kyun is tarah tu Baat meri tu na maane Meri taraf bhi dekh zara tu Chaahe thoda itra le Honthon ko mile kuch nazraana Aankhon ka shuru ho sharmaana Lagta hai mujhko saara pata Tera pata deti hai hawa Teri har shaamon ka surma Kar dena mere hawaale Jab-jab roothe chaandni aaya Chaand hi usko manaane Dekh jude hain taare ye aise Chaahe kitna suljha le Tujhpe ye kahaani thehri hai Parton pe parat ye gehri hai Lagta hai mujhko saara pata Tera pata deti hai hawa Chaahe jitna bhi tu nazar chura Reh chhupkar mujhse nazar na Lagta hai mujhko saara pata Tera pata deti hai hawa Tera pata deti hai hawa Tera pata deti hai hawa
SongTera Pata
ArtistKrsna Solo
AlbumTera Pata
LanguageHindi
Year2026
Download Tera Pata MP3
More Lyrics by Krsna Solo
Popular Hindi Lyrics

Tera Pata lyrics by Krsna Solo. From the album Tera Pata. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next