Tanha Dil Shaan Lyrics MP3 Download

Tanha Dil – Lyrics

Tanha Dil... · 2006 · Hindi
Download this song
Aankhon mein sapne liye Ghar se hum chal to diye Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan Mitti ki khushboo aaye Palkon pe aansu laaye Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan Chalna akele hai yahan Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil Dilkash nazaarein dekhe Jhilmil sitaarein dekhe Aankhon mein phir bhi tera chehra hai jawaan Kitni barsaatein aayi Kitni saugaatein laayi Kaanon mein phir bhi goonje teri hi sada Maane kiye the apna hoga aashiyaan Vaadon ka jaane hoga kya Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil, tanha dil Aankhon mein sapne liye Ghar se hum chal to diye Jaane yeh raahein ab le jaayengi kahan Mitti ki khushboo aaye Palkon pe aansu laaye Palkon pe reh jaayega yaadon ke jahan Manzil nayi hai anjaana hai kaarvaan Chalna akele hai yahan Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil, tanha safar Dhoonde tujhe phir kyoon nazar Tanha dil, tanha dil, tanha dil Tanha dil, tanha dil
SongTanha Dil
ArtistShaan
AlbumTanha Dil...
LanguageHindi
Year2006
Download Tanha Dil MP3
More Lyrics by Shaan
Popular Hindi Lyrics

Tanha Dil lyrics by Shaan. From the album Tanha Dil.... Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next