Sau Aasmaan – Lyrics
Aankhon ko� teri aadat hai,
Tu dikhe na toh inhe shiqayat hai (x2)
Bin chhuey chhu liye hain
Tune mujhko diye hain
Pyaar ke ye taraane janiya
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yehi pyaar ka hai ehsaas
Sau aasmaano ko
Aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x2)
Jaane kya hone lagaa
Mujhko nahi hai khabar
Kyun neend se door ye
Jaane lagi hai nazar
Chhodo ye saari baatein
Ab mili hain jo raatein
Inhe jaane na dena janiya
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yehi pyaar ka hai ehsaas
Sau aasmano ko
Aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x2)
Aankhon ko� teri aadat hai
Tu dikhe na toh
Inhe shikayat hai
Bin chhuey chhu liye hain
Tune mujhko diye hain
Pyaar ke ye taraane janiya�
Ye jo ab ho raha hai
Kuch ajab ho raha hai
Kya yehi pyaar ka hai ehsaas
Sau aasmano ko
Aur do jahano ko
Chhod ke aayi tere paas (x3)
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Sau Aasmaan |
| Artist | Armaan Malik |
| Album | Baarish Wala Pyaar |
| Language | Hindi |
| Year | 2023 |
Lyrics from Baarish Wala Pyaar
Ijazzat Hai
Kumaar
Pal Pal Dil Ke Paas- Title Track
Arijit Singh
Maiyya Mainu
Sachet Tandon
Qaafirana
Arijit Singh
Teri Meri Kahaani
Arijit Singh
Naina Da Kya Kasoor
Amit Trivedi
Baarish Aa Gayi Hai
Kumaar
Baarish
Shashaa Tirupati
Apna Bana Le
Arijit Singh
Thoda Thoda Pyaar
Alka Yagnik
More Lyrics by Armaan Malik
Dil Mein Ho Tum
Manoj Muntashir
Chale Aana
Armaan Malik
Sab Tera
Armaan Malik
Bol Do Na Zara
Armaan Malik
Dil Mein Chhupa Loonga
Armaan Malik
Sau Aasmaan lyrics by Armaan Malik. From the album Baarish Wala Pyaar. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.