Sabar – Lyrics
Mera jahaan tere Kadam
Pe aake yun simat gaya
Tere bina bechainiya
Jaane kahaan sabar gaya
Andhera mera saara woh
Hai Chandni sa bikhar gaya
Tere bina bechainiya
Jaane kahaan sabar gaya
Tu hi bana hai manzil
Tujhe se hoon main kaamil
Tu hi meri mehfil
Tujhi se hun main kaamil
Jab aaya tu yun daud ke
Mere gale lipat gaya
Tere bina bechainiya
Jaane kahaan sabar gaya
Chupke se saari baate
Kaano mein bol ke
Maathe se zulf hata ke
Yun sharmaana tera
Mere shab aur subah mein
ishq yeh ghol ke
Paani sa hoke mujhme
Yun mil jaana tera
Tu hi meri mehfil
Tujhi se hun main kaamil
Jab aaya tu daud ke
Mere gale lipat gaya
Tere bina bechainiya
Jaane kahaan sabar gaya
Sabar gaya
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Sabar |
| Artist | Ashish Sharma |
| Album | Sabar |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
Popular Hindi Lyrics
Sabar lyrics by Ashish Sharma. From the album Sabar. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.