Rafu Ronkini Gupta Lyrics MP3 Download

Rafu – Lyrics

Tumhari Sulu · 2017 · Hindi
Download this song
Kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Haan kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki ye ladiyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Haan kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki ye ladiyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Haan teri bani raahen meri thi deewaaren Teri bani raahen meri thi deewaaren Un deewaaron pe hi maine likh li bahaaren Shaam hui tu jo aaya so gayi thi kaliyaan Phir shaam hui tu jo aaya so gayi thi kaliyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Re ma pa ni dha pa ma pa ga Ma dha pa ga ma pa ga ma re sa ni re Ga ma pa ga ma re sa ni re sa Yun seete seete meelon ki ban gayi kahani Yun seete seete meelon ki ban gayi kahani Kuchh tere haathon se kuchh meri zubaani Ab jo bhi hai ye aadha pauna hai to rangraliyaan Ab jo bhi hai ye aadha pauna hai to rangraliyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Haan kaise kaise dhaagon se buni hai ye duniya Kabhi dhoop kabhi baadalon ki ye ladiyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan Kuchh tune si hai maine ki hai rafu Ye dooriyaan.
SongRafu
ArtistRonkini Gupta
AlbumTumhari Sulu
LanguageHindi
Year2017
Download Rafu MP3
Lyrics from Tumhari Sulu
More Lyrics by Ronkini Gupta
Popular Hindi Lyrics

Rafu lyrics by Ronkini Gupta. From the album Tumhari Sulu. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next