Raabta (Title Track) Arijit Singh Lyrics MP3 Download

Raabta (Title Track) – Lyrics

Raabta · 2017 · Hindi
Download this song
Tujhse kiya hai dil ne bayaan Kiya nigaahon ko zubaan Waada wafaa ka kiya Tujhse liya hai khud ko mila Liya duaavon ka sila Jeene ka sapna liya. Dil ke makaan mein Tu mehmaan rahaa,rahaa Aankhon ki zubaan Kare hai bayaan kahaa ankahaa. Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hmm.Meherbani jaate jaate mujhpe kar gaya Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya Tera nazaara mila,roshan sitaara mila Taqdeer ka jaise koi ishaara mila Tera ehsaan lage hai jahan mein khila Haan khila. Sapno mein mere tera hi nishaan mila Haan mila. Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Hadh se zyada mohabbat hoti hai jo Kehte hain ke ibaadat hoti hai woh Qusoor hai ya koi yeh fitoor hai Kyun lage sab kuch andhera hai Bas yeh hi noor hai Qusoor hai ya koi yeh fitoor hai Kyun lage sab kuch andhera hai Bas yeh hi noor hai Jo bhi hai manzoor hai. Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kuch toh hai tujhse raabta Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata Kuch toh hai tujhse raabta Na jaane kya pata.
SongRaabta (Title Track)
ArtistArijit Singh
AlbumRaabta
LanguageHindi
Year2017
Download Raabta (Title Track) MP3
Lyrics from Raabta
More Lyrics by Arijit Singh

Raabta (Title Track) lyrics by Arijit Singh. From the album Raabta. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next