Philophobia Brave Wrld Lyrics MP3 Download

Philophobia – Lyrics

DARPAN · 2024 · Hindi
Download this song
Kru yaad tujhe jaam leke sath paas Khamoshi aane lgi raas tere jaane baad Filaah khush nahi kudhse naraz boht Pyar kE bazaar mein main bech baitha as ko Dil ke khwaab tute , chuta tera sath jo Bhrosa hota kaafi kimti , smbhal lo Na karna kisi pe yaha yakeen pehle mauka Doge hath badha kaat denge hath wo Sawaal 100 par na deti kyu jawaab wo Mere likhe saare gaane sunne aj wo Kehti gaano mein tu karta burai jiski Wo koun shaq sunn hasu uski baat ko Ese kaise jaana banti anjaan ho Tumhe bhi pata kya hai isko jawab jo Teri inhi adaa pe hua diwana Tere jhoot mein bhi lge diya sach ka hisaab ho V2 Teri asashiqui mein ese bhige sanam ki dard tera kaafi jyada aane lga pasand Main teri aakho se dekhna chahta iss duniya ko kyuki teri aakhon se na dikhe mera jhakam Main bhula apna wajood tera sitam Ye batein sunn aashiqo ko yaad ati sanam Main milna ni chahta tujhse kabhi dubara Chahe lakh upar wala mujhe dede 100 janam Chlo bol diya ek jooth aur tera Naam ka jaam piya main 1ghut aur Tu nachte samne dikhi paas tere hooth Aya hosh toh samne khali glass mere dost Kuch esa mera haal tute phone mein bhi Rakhi teri photoye smbhal Kara barbaad kudh ko pae zara ni malaal Meri kala meri sagi rakha usne sambhal V3 Likhi jo bhi ye khaniya sunega ye jahaan Saara meri kavitayo mein milega ye bakhan Manaa fool kaafi khile gulzaar ye bagaan Jale dil ka makaan tbhi baitha shamshaan Lge saadgi pasand mujhe uski adaa kaafi bholi thi zamane ne bnaa diya chalak Usse chand hai pasand aur wo thi mera chand par mere chand pe logo ke nazron ke daag
SongPhilophobia
ArtistBrave Wrld
AlbumDARPAN
LanguageHindi
Year2024
Download Philophobia MP3
Lyrics from DARPAN
More Lyrics by Brave Wrld
Popular Hindi Lyrics

Philophobia lyrics by Brave Wrld. From the album DARPAN. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next