O Sajna – Lyrics
Tere Bina Ye Badal Haye
Ho Gaye Hain Pagal Haye
Bijaliya Ghere Hain
Tum Pata Nahi Ab Kiske Ho
Rab Hi Jaane Jiske Ho
Par Hum To Tere Hain
Kuch To Kar Mere Liye
Maine To Tere Liye
Maine To Ab Tak Yaara
Shaadi Na Karvayi
Maine Payal Hai Chankayi
Ho Maine Payal Hai Chankayi
Ab to Aaja Tu Harjai
Maine Payal Hai Chankayi
Ab to Aaja Tu Harjai
Meri Saanson Main Tu Hai Basa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa
(Antra)
Yehi Umar Hoti Hai Pyaar Ki
Yahi To Hoti Raatein
Karte Karte Marr Na Jaayein
Tasveer Teri Se Baatein
Yehi Umar Hoti Hai Pyaar Ki
Yahi To Hoti Raatein
Karte Karte Marr Na Jaayein
Tasveer Teri Se Baatein
Mujhe Ye Parson Aaya Sapna
Phir Neend Na Aayi
Tittli Thi Koi Tune
Tere Hothon Se Lagayi
Maine Payal Hai Chankayi
Ho Maine Payal Hai Chankayi
Ab to Aaja Tu Harjai
Maine Payal Hai Chankayi
Ab to Aaja Tu Harjai
Meri Saanson Main Tu Hai Basa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa
(Outro)
O Hasna Chhod Denge
Chudiyan Tod Denge
Nishaani Morh Denge..O Sajna
Nain Na So Rahe Hain
Dupatte Ro Rahe Hain
Haye Pagal Ho Rahe Hain..O Sajna
O Jeene Ke Din Reh Gaye Dhaai
O Jeene Ke Din Reh Gaye Dhaai
Ab to Aaja Tu Harjai
O Jeene Ke Din Reh Gaye Dhaai
Ab to Aaja Tu Harjai
Meri Saanson Main Tu Hai Basa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa..O Sajna
Aaja Na Ab Tadpa
Lyrics powered by JioSaavn
More Lyrics by Jaani
Pachtaoge
Arijit Singh
Taaron Ke Shehar
Jubin Nautiyal
Yaad Piya Ki Aane Lagi
Neha Kakkar
Jinke Liye
Neha Kakkar
Nikle Currant
Neha Kakkar
Bang Bang
Jaani
Woh Ladki Bahut Yaad Aati
Udit Narayan
Laare
Jaani
Yaarr Ni Milyaa
Jaani
Kabhi Shaam Dhale
Mohammad Faiz
Popular Hindi Lyrics
O Sajna lyrics by Jaani. From the album O Sajna. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.