Naqsh – Lyrics
Aastha Gill
, Akriti Kakar
, Anushka Manchanda
, Arijit Singh
, Arjun Kanungo
, Badshah
, Benny Dayal
, DJ Sunny Singh UK
, Daler Mehndi
, Diljit Dosanjh
, Harrdy Sandhu
, Indeep Bakshi
, K. S. Chithra
, Lisa Mishra
, Madhubanti Bagchi
, Nikhita Gandhi
, Pritam
, Rashmeet Kaur
, Sachet Tandon
, Sachin-Jigar
, Shamur
, Shankar Mahadevan
, Shekhar Ravjiani
, Shreya Ghoshal
, Sunidhi Chauhan
, Swasti Mehul
, Udit Narayan
, Vishal Dadlani
, IP Singh
Jaise ho raaton mein jugnu ki baarish
Ya phir ho ishqoñ mein girne ki saazish
Sapno ke pardoñ ko poora hataaa ke
Kar doon taaroñ se girne ki guzarish
Baateiñ samandar ki thodi bachi haiñ
Behti hawa bhi abhi na thaki hai
Paeroñ ko raet bhi makhmal hai lagti
Ik he bachi ab hai iss dil ki khwaish
Subah se keh do na
Suraj ko roke woh thodi der toh zaraa
Main lauta he hooñ na
Khwaaboñ mein rehne de mujhko na tu a jagna
उन को मुख दिखलाए हैं, जिन से उस की प्रीत जी ।
उनको ही मिलता है वोह, जो उस के हैं मीत जी ।
Naseebaañ di eh kehkashaan vagee jaave
Main taeree jaavaan…
Tarsaaye
Tadpaaye
Ye zindagi hai jaise ik nasha..
Aazmaaye ye
thoda kabhi
Kabhi mujhpe ho jaaye ye meherbaan
उन को मुख दिखलाए हैं, जिन से उस की प्रीत जी ।
उनको ही मिलता है वोह, जो उस के हैं मीत जी ।
Subah se keh do na
Baatoñ mein uljhaa ke rakhe mujhey andhera
Main lauta he hooñ na
Raatoñ ki gehraaiyoñ main hoon dooba hua
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Naqsh |
| Artist | Aastha Gill |
| Album | Naqsh |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
More Lyrics by Aastha Gill
Popular Hindi Lyrics
Naqsh lyrics by Aastha Gill. From the album Naqsh. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.