Namo Namo Ashutosh Pratihast Lyrics MP3 Download

Namo Namo – Lyrics

Maha Shivratri Songs · 2025 · Hindi
Download this song
Jai ho jai ho Shankara Bholenath Shankara Aadi dev Shankara Hey Shivay Shankara Tere jaap ke bina Bholenath Shankara Chale ye saans kis tarah Hey Shivay Shankara Mera karm tu hi jaane Kya bura hai kya bhala Kya bura hai kya bhala Kya bura hai kya bhala Tere raaste pe main toh Aankh moond ke chalaa Aankh moond ke chalaa Aankh moond ke chalaa Tere naam ki jot ne Saara har liya tamas mera Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Jai Triloknath Shambhu Hey Shivay Shankara Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev hey Maheshvarah Srishti ke janam se bhi Pehle tera vaas tha Ye jag rahe ya naa rahe Rahegi teri aastha Kya samay kya pralay Dono mein teri mahaanta Mahaanta mahaanta Seepiyon ki ontt main Bholenath Shankara Motiyaan ho jis tarah Hey Shivay Shankara Mere mann mein shankara Bholenath Shankara Tu basa hai uss tarah Hey Shivay Shankara Mujhe bharam tha jo hai Mera tha nahin kabhi mera Tha nahin kabhi mera Tha nahin kabhi mera Arth kya nirarth kya Jo bhi hai sabhi tera Jo bhi hai sabhi tera Jo bhi hai sabhi tera Tere saamne hai jhuka Mere sar pe haath rakh tera Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Jai Triloknath Shambhu Hey Shivay Shankara Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev hey Maheshvara Chandrama lalaat pe Bhasm hai bhujaaon mein Vastra baagh chhaal ka Hai khadau paanv mein Pyaas kya ho tujhe Ganga hai teri jataaon mein Jataaon mein Jataaon mein Doosron ke waaste Bholenath Shankara Tu sadaiv hai jiya Hey Shivay Shankara Maanga kuch kabhi nahi Bholenath shankara Tune sirf hai diya Hey Shivay Shankara Samudra manthan ka Tha samay jo aa pada Tha samay jo aa pada Tha samay jo aa pada Dwand dono lok me Vish-amrit pe tha chhida Vish-amrit pe tha chhida Vish-amrit pe tha chhida Amrit sabhi main baant ke Pyala vish ka tune khud piya Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Jai Triloknath Shambhu Hey Shivay Shankara Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev hey Maheshvara Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Jai Triloknath Shambhu Hey Shivay Shankara Namo namo ji Shankara Bholenath Shankara Rudradev hey Maheshvarah Rudradev hey Maheshvarah Rudradev hey Maheshvarah
SongNamo Namo
ArtistAshutosh Pratihast
AlbumMaha Shivratri Songs
LanguageHindi
Year2025
Download Namo Namo MP3
Lyrics from Maha Shivratri Songs
Popular Hindi Lyrics

Namo Namo lyrics by Ashutosh Pratihast. From the album Maha Shivratri Songs. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next