Mujhko Barsaat Bana Lo Armaan Malik Lyrics MP3 Download

Mujhko Barsaat Bana Lo – Lyrics

Pov - You're Romantic · 2023 · Hindi
Download this song
Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo, jaana Mujhko alfaaz bana lo, dil ki aawaaz bana lo Gahra sa raaz bana lo, jaana Nasha hoon main, bahakne do Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo, jaana Mujhe apne sirhaane pe thodi si jagah de do Mujhe neend na aane ki koyi toh wajah de do Mujhe apne sirhaane pe thodi si jagah de do Mujhe neend na aane ki koyi toh wajah de do Hawaa hoon main, lipatne do Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo, jaana Tere sang guzar jaaye ye umra jo baaqi hai Hans do na zara khul ke, kaahe ki udaasi hai? Tere sang guzar jaaye ye umra jo baaqi hai Hans do na zara khul ke, kaahe ki udaasi hai? Subah hoon main, aane do Mere qaatil mujhe jeene ka haq toh do Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo, jaana Mujhko barsaat bana lo, ek lambi raat bana lo Apne jazbaat bana lo, jaana
SongMujhko Barsaat Bana Lo
ArtistArmaan Malik
AlbumPov - You're Romantic
LanguageHindi
Year2023
Download Mujhko Barsaat Bana Lo MP3
Lyrics from Pov - You're Romantic
More Lyrics by Armaan Malik
Popular Hindi Lyrics

Mujhko Barsaat Bana Lo lyrics by Armaan Malik. From the album Pov - You're Romantic. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next