MOOSA Harjas Harjaayi Lyrics MP3 Download

MOOSA – Lyrics

MOOSA · 2022 · Hindi
Download this song
Faaltu ki chodo mein nah ghusa kabhi Kaaboo nahi aata mera gussa kabhi Bhoookh mitti nah Jabki mene thoosa abhi ChaAhe goli maaro Marega ni moosa kbhhi Main chal dia kraanti ki raah Kbhi nahi socha mene waapas aane ka Waqt hi nahi bcha baby pachhtaane ka Duniyaaaaa Chhodega tabhhi schh jaanega Aankhe khol Joh b dikhe mujhe Aa k Bol Sbb ghoom K aata hae Dunia Hae gol Nah kru Kalol Main chhapu crore Main lena nahi chahta narkk waali road Jiske chehre ka udaate the mazaaak Aaj chhod gya sbki woh Baajuo pe chhaap Uske level ka ni koi tha Woh baap Naadan bchheya nu allah kre maaf Faaltu ki chodo mein nah ghusa kabhi Kaaboo nahi aata mera gussa kabhi Bhoookh mitti nah Jabki mene thoosa abhi ChaAhe goli maaro Marega ni moosa kbhhi Jabb paida hua yaad kuch ni pehle ka jabb main marunga phir yaad kuch ni rehne ka Mila joh yeh dard mujhe sehna tha Phir Dheere dheere sachh hua benakaab Iss zindagi mein aana nahi phirse Mujhe mukti dilaana baba sir se Mere hood mein ni paida hote mirzeyy Hum hain soorme Smbhaale bethe virseyy Rama rama mujhe psnd ni drama wama Mujhe le chal kahin door jahan ho thikaana Wohi subah uthna woh roti khaana Hua nirr-viar Mila mujhe nirr Vaana Kabhi mene seekha nahi girr jaana Mujhe moksh do main chahta nahi phir aana Esa kon hae dimag jiska phirta nah Dukha dil bhari aankh likha phir gaana
SongMOOSA
ArtistHarjas Harjaayi
AlbumMOOSA
LanguageHindi
Year2022
Download MOOSA MP3
More Lyrics by Harjas Harjaayi
Popular Hindi Lyrics

MOOSA lyrics by Harjas Harjaayi. From the album MOOSA. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next