Download this song
→
Download Mera Dil MP3
→
Socho kabhi socho zara
Socho kabhi socho zara
Meri bechainiyon ka jahan dekho zara
Mere humnashin socho na
Dekho na socho zara
Socho ji socho aisa hota to
Chahat ke pal koyi saja leta to
Aati jaati saanson mein basa leti mein
Khwaabon se khayalon ko saja leti mein
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Socho ji socho aisa hota to
Chahat ke pal koyi saja leta to
Aati jaati saanson mein basa leta mein
Khwaabon se khayalon ko saja leta mein
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Main bhi bada anjaan tha
Tujhko nahi jo pechana
Kehte hain mohobbat kise
Jaane jaan maine na jaana
Maine haan kar diya sanam
Ab to na der keejiye
Toote na toote na kabhi
Aisa koyi vaada deejiye
Mere yaara tujhpe bada marta hai dil
Ho phir bhi mujhse kehne se kyun darta hai dil
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Me and you love is me and you
Me and you me and you my love is true
Me and you love is me and you
Me and you me and you my love is true
Maine meri palkon tale
Jiske chehre ko chhupaya
Kaise main bataun tujhe
Milke bhi woh mil na paaya
Haaye mujhe baahon mein bhar le tu
Main tere paas hoon sanam
Teri deewangi hoon mein
Tera ehsaas hoon sanam
Ho tere hi liye to hai mohobbat meri
Jaanu main bhi jaanu kya tamanna teri
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera dil mera
Ishq mein ishq mein
Ab tera ab tera ho gaya
Socho ji socho aisa hota to
Chahat ke pal koyi saja leta to
Chahun bhi to na mita sakun dooriyan
Tu to jaane kya hai meri majbooriyan
Teri hi yaadon mein vaadon mein
Baaton mein kho gaya
Mera dil dil mera
Ho mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Mera dil dil mera ishq mein
Ab tera ho gaya
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Mera Dil |
| Artist | Nihira |
| Album | Salaam-E-Ishq |
| Language | Hindi |
| Year | 2007 |
Lyrics from Salaam-E-Ishq
Dil Kya Kare
Adnan Sami
Salaam-E-Ishq
Kunal Ganjawala
Ya Rabba
Kailash Kher
Saiyaan Re
Shankar Mahadevan
Tainu Leke
Sonu Nigam
Popular Hindi Lyrics
Mera Dil lyrics by Nihira. From the album Salaam-E-Ishq. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.