Mast Nazron Se – Lyrics
Haan barishon ka woh mahina
Bhool paayenge kabhi na
Haan barishon ka woh mahina
Bhool paayenge kabhi na
Zulf se jab paani jhatka
Toone jhoom ke
Haye aisi khoobsurat
Bhool baithe hum sharafat
Laut aayi pagal aankhein
Tujhko choom ke
Ishq tha ya zehar chadh gaya tha
Ishq tha ya zehar chadh gaya tha
Hosh mein aaj tak aa naa paye
Mast nazron se allah bachaye
Mast nazron se allah bachaye
Ho husn walon se allah bachaye
Mast nazron se allah bachaye
Ho husn walon se allah bachaye
Aashiqui katilon ki gali hai
Aashiqui katilon ki gali hai
Jeete jee koyi vapas na aaye
Mast nazron se allah bachaye
Ho husn walon se allah bachaye
Husn walon se allah bachaye
Hmm hum akele the maze mein
Bin piye hi the nashe mein
Ek din humein raaste mein
Mil gaye phir tum
Ranjhe Majnu agle pichle
Yaad aayein jab hum fisle
Hans ke leli jaan nikle
Aisi shaatir tum
Tauba tauba woh talvaar aankhein
Tauba tauba woh talvaar aankhein
Cheer dala jigar haye haye
Mast nazron se allah bachaye
Mast nazron se allah bachaye
Ho husn walon se allah bachaye
Husn walon se allah bachaye
Hum tumhare tumhare tumhare huye
Hum tumhare tumhare tumhare huye
Haath the pehle ab to sitare huye
Hum tumhare tumhare tumhare huye
Uski rehmat ke aise ishaare huye
Uski rehmat ke aise ishaare huye
Tum humare humare humare huye
Haan ishq apna hai masoom isko
Haan ishq apna hai masoom isko
Dushmanon ki nazar lag na jaye
Buri nazron se allah bachaye
Buri nazron se allah bachaye
Ishq walon ko allah bachaye
Buri nazron se allah bachaye
Haan ishq walon ko allah bachaye
Ishq walon ko allah bachaye
Ishq walon ko allah bachaye
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Mast Nazron Se |
| Artist | Farrukh Fateh Ali Khan |
| Album | Jubin Nautiyal : Hills To Heart |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
Lyrics from Jubin Nautiyal : Hills To...
Kuch Din
Jubin Nautiyal
Barsaat Ki Dhun
Jubin Nautiyal
Habibi Ke Nain
Shreya Ghoshal
Dil Jaaniye
Jubin Nautiyal
Manike
Jubin Nautiyal
Dil Galti Kar Baitha Hai
Jubin Nautiyal
Tum Hi Aana
Jubin Nautiyal
Humnava Mere
Jubin Nautiyal
Meri Zindagi Hai Tu
Jubin Nautiyal
Bawara Mann
Jubin Nautiyal
More Lyrics by Farrukh Fateh Ali Khan
Popular Hindi Lyrics
Mast Nazron Se lyrics by Farrukh Fateh Ali Khan. From the album Jubin Nautiyal : Hills To Heart. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.