Mashallah – Lyrics
Mashallah mashallah woh hoo ho
Mashallah mashallah chehra hai mashallah
Naino pe naino ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paya hai yeh jahan
Mashallah mashallah chehra hai mashallah
Rang tere ishq ka gehra hai mashallah
Tujhko churaya hai, paya hai yeh jahan
O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho
Jalta hai jal jaaye
Jalta hai jal jaaye pighal jaaye zamaana
Main tujhse, tu mujhse bas itna fasaana
Teri yaariyan dildariyaan sun jaaniyan
Mili mila mujhe kinara
Mashallah maashallah
Mashallah mashallah chehra hai mashallah
Nainon pe nainon ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai paya hai yeh jahan
Mashallah mashallah
Sholon mein sharara hai
Arey! sholon mein sharara hai
Taaron mein sitaara
Kudrat ne fursat se banaya mera yaara
Teri chaahatein meri raahatein
Hain ibaadatein, tu mila, mili mujhe khudai
Mashallah mashallah woh hoo ho
Mashallah mashallah chehra hai mashallah
Nainon pe nainon ka pehra hai mashallah
Tujhko churaya hai paya hai yeh jahan
O habibi, mashallah antashaqla azimullah
O habibi mashallah yashauq aaini miliaai hai
O habibi mashallah roopzabarbat ganini
Badganini badganini badganini taaiho
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Mashallah |
| Artist | Shreya Ghoshal |
| Album | Ek Tha Tiger |
| Language | Hindi |
| Year | 2012 |
Lyrics from Ek Tha Tiger
More Lyrics by Shreya Ghoshal
Chura Ke Dil Mera
Diljit Dosanjh
Dhadak Title Track
Kamal Khatri
Slow Motion
Shreya Ghoshal
Guli Mata
Shreya Ghoshal
Main Agar Kahoon
Shreya Ghoshal
Yeh Aaina
Shreya Ghoshal
Popular Hindi Lyrics
Mashallah lyrics by Shreya Ghoshal. From the album Ek Tha Tiger. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.