Malang – Lyrics
Jeene ki aas hai to jeene do
Kuchh baaki pyaas hai to peene do
Suno mere saath meri dhadkanein
Zaraa mere chaak-e-dil ko seene do
Dar-ba-dar mujhko phirna
Chahtein ye ruhaani hai
Malang hoon main x 4
Tum wo dil ke waade
Liya naa karo mujhse
Jo poore kabhi main
na Kar paaungi
Tum chaho ki main dil ka qaidi rahoon ban ke
Main chhu ke tumhe bas guzar jaaungi
Rok naa is tarah
Main tera aashna ban jaunga
Bas tere saath naa reh paunga
Jo mere baad bhi goonja kare
Kuchh aisi baat main keh jaunga
Aa mere rang mein rang jaa
Kuchh palon ki kahani hai x2
Malang hoon main
Malang hoon main
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Malang |
| Artist | Junaid Ahmed |
| Album | Malang |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
More Lyrics by Junaid Ahmed
Popular Hindi Lyrics
Malang lyrics by Junaid Ahmed. From the album Malang. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.