Khaamiyan Mismatched - Cast Lyrics MP3 Download

Khaamiyan – Lyrics

Mismatched: Season 3 (Soundtrack from the Netflix Series) · 2024 · Hindi
Download this song
Verse 1: Maine apne khwaabon ko hai kuch iss kadar sameta Duniya ke sawaalon ko hai mutthi mein lapeta Galtiyon ko chhod, khoobiyon ko hai talaasha Apne nazraane ko maine kuch aise taraasha Chorus 1: Khaamiyan, mujh mein Hazaar hain, hazaar hain Par khoobiyan, bhi kayi Kamaal hain, kamaal hain Verse 2: Maine tujhko kuch aisa ikhtiyaar hai diya Ke khwaabon ka tu intezaar ab na kar kabhi Ghar ki choukhat pe shaayad yeh dastak na ho Sirf khwaahishon se khwaab milte nahi Chorus 2: Khaamiyan, tujh mein bhi Hazaar hain, hazaar hain Par khoobiyan, bhi kayi Kamaal hain, kamaal hain Bridge: Kya mumkin hai meri iss soch ka badalna Apni khaamiyon ke baawajud bhi sambhalna Chaahe kuch bhi ho jaaye hai chalte mujhko rehna Logo ke sawaalon ka hai yeh jawaab dena Chorus 3: Khaamiyan, toh sab mein hi, Hazaar hain, hazaar hain Par khoobiyan, bhi kayi Kamaal hain, kamaal hain Khaamiyan, toh sab mein hi, Hazaar hain, hazaar hain Par khoobiyan, bhi kayi Kamaal hain, kamaal hain
Download Khaamiyan MP3
Lyrics from Mismatched: Season 3 (Sou...
More Lyrics by Mismatched - Cast
Popular Hindi Lyrics

Khaamiyan lyrics by Mismatched - Cast. From the album Mismatched: Season 3 (Soundtrack from the Netflix Series). Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next