Karma Ashwin Verma Lyrics MP3 Download

Karma – Lyrics

Firaaq · 2024 · Hindi
Download this song
Hume badnaam kar gaye Shareaam kar gaye Jis baat ka dil mein dar tha Wahi kaam kar gaye Karo aylan basti mein Woh humse milne aaye hai Milne aaye hai wo le kar ab aankhon mein baarishien Aao baitho batlao Beeti kya sang tumhare Kya karma de gya hai Dastak dil par tumhare Aao baitho batlao Beeti kya sang tumhare Kya karma de gya hai Dastak dil par tumhare Ho tumse zyada wafa Humse sharab ne ki Kuch tere jane ka gum Kuch humne jaan ke pi Ho jinke liye pyaar se pehle paisa aa jata hai In jaiso par hi kyu jane Ye dil aa jata hai Kya dil mein rakhna hai Kya batane aaye ho Kitni gaaliya padi Kitne thappad khaye ho Aao baitho batlao Beeti kya sang tumhare Kya karma de gya hai Dastak dil par tumhare Aao baitho batlao Beeti kya sang tumhare Kya karma de gya hai Dastak dil par tumhare Tu mere kaabil nahi Na teri aukaat hai Ye kehkar jane wale Aaj khud hi barbaad hai Galat hai baat ye jo har baat hi tum mazaak mein rakhte ho Ya aag ka dariya hota hai tum jisko pyaar samajte ho Uska bhi jawab du Jo tum puchne aaye ho Ab wo pathar ban gya hai jise tum poojne aaye ho
SongKarma
ArtistAshwin Verma
AlbumFiraaq
LanguageHindi
Year2024
Download Karma MP3
Lyrics from Firaaq
More Lyrics by Ashwin Verma
Popular Hindi Lyrics

Karma lyrics by Ashwin Verma. From the album Firaaq. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next