Kaash Harry Arora Lyrics MP3 Download

Kaash – Lyrics

Kaash · 2023 · Hindi
Download this song
"Hook: Kaash itna asaan hota Tum aate mil jaate mujhko kaash Kaash ye dil jab bhi rota Bin bole aa hasaate tum kaash Cross: Haan kaash ik nazar mein jaan paate tum Mere ishq ko pehchaante tum kaash Haan Neendon mein tanhaa jab hota main Gaake lori tum sulaate mujhko kaash Kaash main jo maangu milta, Zyaada nahi aajaate bas tum kaash Hook: Kaash itna asaan hota Tum aate mil jaate mujhko kaash Verse: Kyun ye dil lag jaata hain vahaan Jahaan bas na chale hai iska kyun Kyun ye jahaan deta aisi sazaa Vajaah faasalon ki ban jaata hain kyun Kyun mujhko na thi khabar ke is kadar tha hona hashr dil ka kyun Kyun man ka karaar jo, har baar toote pyaar mein hai kyun Kaash ye jo kaash hai Kaash na hoke ye, 
Hota naseeb ka ik sach 
Cross: Kaash kismat mein jo hota Vahi chahte, Jo paate ham kaash

Hook: Kaash itna asaan hota Tum aate mil jaate mujhko kaash Kaash ye dil jab bhi rota Bin bole aa hasaate tum kaash "
SongKaash
ArtistHarry Arora
AlbumKaash
LanguageHindi
Year2023
Download Kaash MP3
More Lyrics by Harry Arora
Popular Hindi Lyrics

Kaash lyrics by Harry Arora. From the album Kaash. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next