Jamnapaar – Lyrics
Ishq ke chaubare pe
Baithi hoon taiyar
Arre kya karun akeli
Mere saiyan jamnapaar
Ishq ke chaubare pe
Baithi hoon taiyar
Arre kya karun akeli
Mere saiyan jamnapaar
Bheje lakhon DM
Ho vanish mode peya
Par ohdon nahi reply
Arre main to gayi haar
Meri aankhon ko
Har pal rehta intezar
If you are my yaar
Aaja kar le mujhse pyaar
If you are my yaar
Aaja kar le mujhse pyaar
Agar toone nahi aana
To le chal mujhko jamnapaar
If you are my yaar
To le chal mujhko jamnapaar
Le chal le chal jamnapaar
Baby le chal jamnapaar
Mujhklo le chal mujhko jamnapaar
Tere sang hai mausam gulabi sa
Lamha lamha jaise sharabi sa
Tere sang hai mausam gulabi sa
Lamha lamha jaise sharabi sa
Hadon mein reh ke na kar mohabbat tu
Ishq hone de be-hisaabi sa
Ruke ruke se dil ki
Badh jaane de raftaar
Jaise main hoon tu bhi
Ab ho ja bekraar
Zara si doori bhi
Mujhko lagti too much far
Too much far yaar
If you are my yaar
Aaja kar le mujhse pyaar
If you are my yaar
Aaja kar le mujhse pyaar
Agar tapne nahi aana
To le chal mujhko jamnapaar
Ho le chal mujhko jamna paar
Le chal le chal jamnapaar
Baby le chal jamnapaar
Mujhko le chal jamnapaar
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Jamnapaar |
| Artist | Maanuni Desai |
| Album | Bollywood Item Songs |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
Lyrics from Bollywood Item Songs
Manali Trance
Tripti Shakya
Mummy Ji
Manan Bhardwaj
Manohari
Kaala Bhairava
Aao Raja
Meet Bros.
Mera Piya Ghar Aaya 2.0
Anu Malik
Daaru Peeke Dance
Tripti Shakya
Mehbooba
Neha Kakkar
Laila Main Laila
Pawni Pandey
More Lyrics by Maanuni Desai
Popular Hindi Lyrics
Jamnapaar lyrics by Maanuni Desai. From the album Bollywood Item Songs. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.