Jadoo Hai Tera Alka Yagnik Lyrics MP3 Download

Jadoo Hai Tera – Lyrics

Ghulam · 1998 · Hindi
Download this song
Jadoo Hai Tera Lyrics Movie: Ghulam Song: Jadoo Hai Tera Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik Composer: Jatin-Lalit Lyricist: Sameer Lyrics: Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga Deewaane mere yeh Toh bata kya kiya tune Meetha sa dard hone laga Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Koi mujhe itna bata de Ghar ka mere mujhko pata de Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga Deewaane mere yeh Toh bata kya kiya tune Meetha sa dard hone laga Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Koi mujhe itna bata de Ghar ka mere mujhko pata de Maine toh yeh jaana na Hota hai kya intzaar Mera dil kyun maane na Mujhko toh ho gaya hai pyaar Main chain se Pehle raaton ko soti thi Tune meri Nindein loot li Main chain se Pehle raaton ko soti thi Tune meri Nindein loot li Yeh rog kya tune lagaya Deewanapan kaisa jagaaya Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga O jaana meri yeh Toh bata kya kiya tune Meetha sa dard hone laga Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Koi mujhe itna bata de Ghar ka mere mujhko pata de Jaaneman o jaanejaa Kya hai iraada bata Chhune de in honthon ko Honthon se mere zara Kya khoob hai Main bhi kaisa deewana tha kyun Kyun ishq se Anjaana tha Kya khoob hai Main bhi kaisa deewana tha kyun Kyun ishq se Anjaana tha Paagal mujhe tune banaaya Chaahat hai kya mujhko bataaya Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga Jadoo hai tera hi jadoo Jo mere dil pe chhane laga Deewaane mere yeh Toh bata kya kiya tune Meetha sa dard hone laga Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Yeh kya huwa Pehle na aisa hota tha Main hoon kahan Main jaanu na Koi mujhe itna bata de Ghar ka mere mujhko pata de
SongJadoo Hai Tera
ArtistAlka Yagnik
AlbumGhulam
LanguageHindi
Year1998
Download Jadoo Hai Tera MP3
Lyrics from Ghulam
More Lyrics by Alka Yagnik
Popular Hindi Lyrics

Jadoo Hai Tera lyrics by Alka Yagnik. From the album Ghulam. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next