Jaa Bewafa Jaa Asees Kaur Lyrics MP3 Download

Jaa Bewafa Jaa – Lyrics

Jaa Bewafa Jaa · 2023 · Hindi
Download this song
Bheegi bheegi meri aankhein, reza reza khaab mere Dhadkanon pe aaj bhi main dekhta hun rang tere Bheegi bheegi meri aankhein, reza reza khaab mere Dhadkanon pe aaj bhi main dekhta hun rang tere Chah kar bhi main na bhula bewafayi kyun teri Jaan meri leti rehti ab judaai kyun teri Ja bewafa ja tujhe maaf kiya Whoa-oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Dhokha tune har baar diya Oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Whoa-oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Tu hi meri zindagi thi, jeene ka armaan thi Ek zamana vo bhi guzra, jab tu meri jaan thi Tu hi meri zindagi thi, jeene ka armaan thi Ek zamana vo bhi guzra, jab tu meri jaan thi Dil se apne soch le tu, kya sitam mujh pe hai kiya Har tarah se tune loota, phit bhi maine seh liya Ja bewafa ja tujhe maaf kiya Whoa-oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Toot jaaye dil kabhi to jodne se na jude Pankh jiske kat jaayein, vo parinda kya ude Toot jaaye dil kabhi to jodne se na jude Pankh jiske kat jaayein, vo parinda kya ude Aaj main ro raha hun, meherbani hai teri Mere hothon pe jo aayi, yeh kahani hai teri Ja bewafa ja tujhe maaf kiya Whoa-oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Dhokha tune har baar diya Oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya Whoa-oh-oh-oh, ja bewafa ja tujhe maaf kiya
SongJaa Bewafa Jaa
ArtistAsees Kaur
AlbumJaa Bewafa Jaa
LanguageHindi
Year2023
Download Jaa Bewafa Jaa MP3
More Lyrics by Asees Kaur
Popular Hindi Lyrics

Jaa Bewafa Jaa lyrics by Asees Kaur. From the album Jaa Bewafa Jaa. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next