Ishq Bina A.R. Rahman Lyrics MP3 Download

Ishq Bina – Lyrics

Taal · 1999 · Hindi
Download this song
Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Gud se meetha ishq ishq, Imli se khatta ishq Vaada yeh pakka ishq ishq, Dhaaga yeh kachcha ishq Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Vaada yeh pakka ishq ishq Dhaaga yeh kachcha ishq ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Neeche ishq hai, upar rab hai In donon ke beech mein sab hai Neeche ishq hai, upar rab hai In donon ke beech mein sab hai Ek nahin sau baatein kar lo Sau baaton ka ek matlab hai Rab sab se sona ishq ishq, Rab se bhi sona ishq Rab sab se sona ishq ishq, Rab se bhi sona ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Heera na panna ishq ishq Bas ek tamanna ishq ishq Heera na panna ishq ishq Bas ek tamanna ishq ishq Bas ek tamanna ishq ishq Ishq hai kya yeh kisko pata Yeh ishq hai kya sab ko pata Yeh prem nagar, anjaan dagar Saajan ka ghar kya kisko khabar Chhoti si umar yeh lamba safar Yeh ishq hai kya yeh kisko pata Yeh dard hai ya dardon ki dava Yeh koi sanam ya aap khuda Yeh koi sanam ya aap khuda Ishq bina kya marna yaara Ishq bina kya jeena Tumne ishq ka naam suna hai Humne ishq kiya hai Phoolon ka gulshan ishq ishq, Kaanton ka daaman ishq Phoolon ka gulshan ishq ishq, Kaanton ka daaman ishq Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Ishq bina kya jeena yaaron Ishq bina kya marna yaaron Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq Gud se meetha ishq ishq Imli se khatta ishq ishq
SongIshq Bina
ArtistA.R. Rahman
AlbumTaal
LanguageHindi
Year1999
Download Ishq Bina MP3
Lyrics from Taal
More Lyrics by A.R. Rahman
Popular Hindi Lyrics

Ishq Bina lyrics by A.R. Rahman. From the album Taal. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next