Galti – Lyrics
Marte The Tumpe
Tumne Sach Mein Maar Diya
Dil Ko Liya Aur
Dil Mein Zehar Utaar Diya
Yeh Haal Karoge Tum Ho
Yeh Haal Karoge Tum
Yeh Socha Na Tha Yaara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Yeh Haal Karoge Tum
Yeh Socha Na Tha Yaara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Kuch Na Socha Kuch Na Jaana
Main Deewana Tha
Mujhko Toh Har Haalat Mein
Bas Tumko Paana Tha
Kuch Na Socha Kuch Na Jaana
Main Deewana Tha
Mujhko Toh Har Haalat Mein
Bas Tumko Paana Tha
Chehra Dil Ka Aaina Hai
Baat Yeh Jhoothi Hai
Lagta Tha Masoom Bada
Par Bada Sayana Tha
Sachmuch Toone Dil Pe
Aise Vaar Kiya
Dil Ko Liya Aur
Dil Mein Zehar Utaar Diya
Yeh Chaal Chaloge Tum
Yeh Chaal Chaloge Tum
Yeh Socha Na Tha Yaara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Yeh Haal Karoge Tum
Yeh Socha Na Tha Yaara
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Toda Toda Toda Toda Toda Mujhe
Kahin Ka Bhi Nahi Mujhe Chhoda Toone
Kya Thi Khata Dilon Ko Kyun Joda Toone
Toda Toda Toda
Toda Toda Toda Toda Toda Mujhe
Kahin Ka Bhi Nahi Mujhe Chhoda Toone
Kya Thi Khata Dilon Ko Kyun Joda Toone
Toda Toda Toda
Galti Kardi Maine
Na Hoga Ishq Dobara
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Galti |
| Artist | Kaushal Kishore |
| Album | Galti |
| Language | Hindi |
| Year | 2024 |
More Lyrics by Kaushal Kishore
Zindagi Tere Naam
Kaushal Kishore
Bumro
Kamaal Khan
Diwali
Prateeksha Srivastava
Dil Jhoom - Vishal Mishra
Palak Muchhal
Qubool
Shreya Ghoshal
Aao Naa
Vishal Mishra
Keemti
Vishal Mishra
Zindagi Tere Naam (Soul Version)
Kaushal Kishore
Dil Tod Gaya Tu
Vishal Mishra
Saare Tumhare Hogaye
Akhil Sachdeva
Popular Hindi Lyrics
Galti lyrics by Kaushal Kishore. From the album Galti. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.