Fikar – Lyrics
Kyun tujhe itni fikar hai
Saath tera nibhaaunga main
Kyun tujhe itni fikar hai
Saath tera nibhaaunga main
Harr baat mein tera hi zikr hai
Kyun tu soche bhulaaunga main
Yeh meri dillagi kabhi kamm na hogi
Yeh meri dillagi kabhi kamm na hogi
Saari khusiyaan dilaaunga main
Oh jaana meri, na kabhi durr jaaunga main
Na kabhi durr jaaunga main
Na kabhi durr jaaunga main
Na kabhi durr jaaunga main
Mere khayalon mein bas ek tu
Dekhu tujhe toh hai milta sukoon
Mere khayalon mein bas ek tu
Dekhu tujhe toh hai milta sukoon
Naa dooriyaan aaye kabhi
Hai yeh dua rabb se meri
Saari baatein samajh lu teri ankahi
Tujhko paake muqammal huyi zindagi
Jo tu ruthe manaaunga main
Oh jaana meri, na kabhi durr jaaunga main
Na kabhi durr jaaunga main
Ha nahi durr jaaunga main
Na kabhi durr jaaunga main
Lyrics powered by JioSaavn
Popular Hindi Lyrics
Fikar lyrics by Guri Bal. From the album Fikar. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.