FAASLA – Lyrics
Intro~ ?
Verse 1
Khwabon mein jo aaye raaton ko
nibhaye nahi subha wo waadon ko..
gale lagakar chal diye
Aadhi Aadhi raaton ko
Khwabon mein jo aaye raaton ko
nibhaye nahi subha wo waadon ko..
gale lagakar chal diye
Aadhi Aadhi raaton ko
Chorus
Bolo na zara ..
Aisa hua kyun..
Khwabon mein bhi
reh gaye faasla..
Music ~ ?
Verse 2
Kehne lage mujhe jaane do
Aa jaye na koi bahane do..
Chumkar wo chale gaye..
Labon ko bheege hi chodkar..
Bolo na zara _ Aisa hua kyun..
Khwabon mein bhi reh gaye faasla..
Bridge ~ (Faasla .. aaa .. Faasla... aaaa... Faasla.. aaa.. Faasla... aaa)²
Verse 3
Aaoge kabhi tum
Socha hai maine ye
jaane na du tujhe..
Baith ke baatein ho..
dil lagi yaadein ho
Phir na ho faasle..
Aaoge kabhi tum
Socha hai maine ye
jaane na du tujhe..
Baith ke baatein ho..
dil lagi yaadein ho
Phir na ho faasle..
Chorus ~
Bolo na zara ..
Aisa hua kyun..
Khwabon mein bhi
reh gaye faasla..
Outro ~
Bolo na zara ..
Aisa hua kyun..
Khwabon mein bhi
reh gaye faasla..
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | FAASLA |
| Artist | Ritesh Prakash |
| Album | FAASLA |
| Language | Hindi |
| Year | 2025 |
More Lyrics by Ritesh Prakash
Suno Na Aao Na
Ritesh Prakash
Phir Kyu
Ritesh Prakash
FIKR
Ritesh Prakash
JUDAA
Ritesh Prakash
HUSN KI Mallika
Ritesh Prakash
Chhod jaate
Ritesh Prakash
Ishq Majaa Hai
Ritesh Prakash
Chalte hai n
Ritesh Prakash
Chupke se
Ritesh Prakash
Rihaa
Ritesh Prakash
Popular Hindi Lyrics
FAASLA lyrics by Ritesh Prakash. From the album FAASLA. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.