Doobay Ankur Tewari Lyrics MP3 Download

Doobay – Lyrics

Akela · 2023 · Hindi
Download this song
Tere Khayaalon Mein Hum Aate Nahin Hain Jaane Pehchaane Par Anjaane Se Hee Hain Par Tera Mere Khwaabon Mein Kaafi Aana Jaana Hai Wahaan Toh Meri Kashti Ko Tera Hee Kinaara Hai Kinaaray Baithay Baithay Hee / Wahaan Hum Doobay Tere Khayaalon Mein Doobay Doobay Teri Baahon Mein Doobay Doobay Doobay Haan Hum Doobay Yahaan Aaj Ik Baar Ko Aisa Laga Ki Hum Par Hee Aakar Phir Teri Nigaahein Ruki Thi Kya Tumne Pehchaana Tha Chahat Ko Meri Jaana Tha Pal Bhar Ka Woh Zamaana Par Jaisa Bhi Tha Woh Hamaara Tha Sahara Uss Pal Ka Liye / Yahaan Aur Doobay Tere Khayaalon Mein Doobay Doobay Teri Baahon Mein Doobay Doobay Doobay Haan Hum Doobay Yahaan Lehron Ka Kinaaron Se Rishta Hai Zamaanon Se Behkay Aaye Hum Toofaanon Se Teri Baahon Ke Kinaaron Mein Kinaaray Baithay Baithay Hee / Wahaan Hum Doobay Tere Khayaalon Mein Doobay Doobay Teri Baahon Mein Doobay Doobay Doobay Haan Hum Doobay Yahaan
SongDoobay
ArtistAnkur Tewari
AlbumAkela
LanguageHindi
Year2023
Download Doobay MP3
Lyrics from Akela
More Lyrics by Ankur Tewari
Popular Hindi Lyrics

Doobay lyrics by Ankur Tewari. From the album Akela. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next