Dildariyaan Salman Ali Lyrics MP3 Download

Dildariyaan – Lyrics

Dildariyaan · 2020 · Hindi
Download this song
Duniya bhula ke chale hum befikar Ye bhi na jaane ke manzil hai kidhar Raahein bedisha le jayengi humein kahaa? Hum toh chal pade lekar ke apna kaarawaan Nahi hai darr na fikar, hai junoon is qadar Jorr hum pe kisi ka nahi Sochna kya hai ab, saath mein apne hai rab Paas bhi kya hai apne kami Dildariyaan, ye teri dildariyaan Hai pyaariyaan, hai jaan se humein pyaariyaan Dildariyaan, ye teri dildariyaan Hai pyaariyaan, hai jaan se humein pyaariyaan Yaar se ishq hai, yaar hi se toh hai aashiqui Yaar ke haan naam pe, hum toh likde abhi zindagi Yaar se yaari hai, duniya humaari hai Apni haqumat chale Dinn ho ya raat ho, yaaron ke saath ho Chalte rahe kaafi der Yaari ki raah se, door kar denge hum Aayengi jo bhi dushvariyaan Dildariyaan, ye teri dildariyaan Hai pyaariyaan, hai jaan se humein pyaariyaan Dildariyaan, hai teri dildariyaan Hai pyaariyaan, hai jaan se humein pyaariyaan Yeh hawa, yeh fiza kar rahi hai ishaara humein Yun laga aaj yun laga yaar ne hai pukaara humein Mann chahe sapne hain, sabke sab apne hain Chhule chalo aasmaan Udti hawaain hai jaise duaaeinn hai Dekho yahaan se wahaan Hum chale, chal pade, apni dhunn mein magan Hamse kahne lagi yaariyan Dildariyaan, hai teri dildariyaan Hai pyaariyaan, hai jaan se humein pyaariyaan Dildariyaan, hai teri dildariyaan Hai pyaariyan, hai jaan se humein pyaariyan Dildariyaan, hai teri dildariyaan Hai pyaariyan, hai jaan se humein pyaariyan
SongDildariyaan
ArtistSalman Ali
AlbumDildariyaan
LanguageHindi
Year2020
Download Dildariyaan MP3
More Lyrics by Salman Ali
Popular Hindi Lyrics

Dildariyaan lyrics by Salman Ali. From the album Dildariyaan. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next