Dil-E-Nadaan (Reprise) – Lyrics
Aag Ka Dariya Doob Ke Jaana
Ishq Nahi Aasaan, Aasaan Ho
Ishq Nahi Aasaan
Dil-E-Nadaan Tujhey Huya Kya Hai
Aakhir Iss Dard Ki Davaa Kya Hai
Dil-E-Nadaan Tujhey Huya Kya Hai
Humko Unse Wafaa Ki Hai Umeed
Humko Unse Wafaa Ki Hai Umeed
Humko Unse Wafaa Ki Hai Umeed
Jo Nahi Jaante Wafaa Kya Hai
Jo Nahi Jaante Wafaa Kya Hai
Dil-E-Nadaan Tujhey Huya Kya Hai
Jaan Tum Par Nishar Karta Hoon
Jaan Tum Par Nishar Karta Hoon
Jaan Tum Par Nishar Karta Hoon
Main Nahi Jaanta Duaa Kya Hai
Main Nahi Jaanta Duaa Kya Hai
Main Nahi Jaanta Duaa Kya Hai
Dil-E-Nadaan Tujhey Huya Kya Hai
Aag Ka Dariya Doob Ke Jaana
Ishq Nahi Aasaan, Aasaan Ho
Ishq Nahi Aasaan
Maine Maana Ke Kuch Nahi Ghalib
Maine Maana Ke Kuch Nahi Ghalib
Muft Haath Aaye To Burra Kya Hai
Muft Haath Aaye To Burra Kya Hai
Dil-E-Nadaan Tujhey Huya Kya Hai
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Dil-E-Nadaan (Reprise) |
| Artist | Ayushmann Khurrana |
| Album | Hawaizaada |
| Language | Hindi |
| Year | 2015 |
Lyrics from Hawaizaada
More Lyrics by Ayushmann Khurrana
Mitti Di Khushboo
Ayushmann Khurrana
Saadi Galli Aaja
Neeti Mohan
Mere Liye Tum Kaafi Ho
Ayushmann Khurrana
Nain Na Jodeen
Neha Kakkar
Chan Kitthan
Ayushmann Khurrana
Saadi Galli Aaja (Unplugged)
Neeti Mohan
Ik Vaari
Ayushmann Khurrana
Maafi
Ayushmann Khurrana
Yahin Hoon Main
Ayushmann Khurrana
Popular Hindi Lyrics
Dil-E-Nadaan (Reprise) lyrics by Ayushmann Khurrana. From the album Hawaizaada. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.