Der Lagi Lekin – Lyrics
Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Jaise bhi ho din
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine yeh jaana hai
Khushi hai kya, gham kya
Dono hi, do pal ki hai ruttein
Na yeh thehre na ruke
Zindagi do rangon se bane
Ab roothe, ab maane
Yehi toh hai, yehi toh hai yahaan
Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya
Ab maine yeh jaana hai
Kise kahoon apna
Hai koi, jo yeh mujh se keh gaya
Yeh kahaan tu reh gaya
Zindagi toh hai jaise kaarvan
Tu hai tanha kab yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
Koi sunaaye jo hasti muskurati kahani
Kehta hai dil, main bhi sunu
Aansu bhi moti ho jo kisi ke nishani
Kehta hai dil, main bhi chunu
Baahein dil ki ho baahon mein
Chalta chalun yunhi raahon mein
Bus yunhi, ab yahaan, kab wahaan
Der lagi lekin
Maine ab hai jeena seekh liya
Aansuon ke bin
Maine ab hai jeena seekh liya
Hai koi, jo yeh mujhse keh gaya
Yeh kahaan tu reh gaya
Zindagi, toh hai jaise kaarvan
Tu hai tanha kab yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
Sabhi toh hai, sabhi toh hai yahaan
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Der Lagi Lekin |
| Artist | Shankar Mahadevan |
| Album | Zindagi Na Milegi Dobara |
| Language | Hindi |
| Year | 2011 |
Lyrics from Zindagi Na Milegi Dobara
Senorita
Farhan Akhtar
Senorita (Remix)
Farhan Akhtar
Toh Zinda Ho Tum
Farhan Akhtar
Dil Dhadakne Do
Shankar Mahadevan
Sooraj Ki Baahon Mein
Clinton Cerejo
Ik Junoon (Paint It Red)
Shankar Mahadevan
More Lyrics by Shankar Mahadevan
Ve Maahi
Udit Narayan
Kalank (Title Track)
Shankar Mahadevan
Gallan Goodiyaan
Shankar Mahadevan
Woh Ladki Bahut Yaad Aati
Udit Narayan
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Shankar Mahadevan
Dilbaro
Shankar Mahadevan
Chamma Chamma Baaje Re
Ranjith
Hanuman Chalisa
Shankar Mahadevan
Yeh Dil Deewana
Sonu Nigam
Kadhale Kadhale
Shankar Mahadevan
Popular Hindi Lyrics
Der Lagi Lekin lyrics by Shankar Mahadevan. From the album Zindagi Na Milegi Dobara. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.