Bichoo – Lyrics
Maara re maara aisa dank maara
Maara re maara aisa dank maara bichoo ne
Maara re maara aisa dank maara bichoo ne
Saare badan mein hai aag lagaai
Najane mujh pe jawani kyun chaayi
Haaye
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida fida fida
Khatiya pe leti mai sochun re raat bhar
Jaanu na jaanu na mujhpe hua kya asar
Khatiya pe leti mai sochun re raat bhar
Jaanu na jaanu na mujhpe hua kya asar
Thodi si mai ghabraayi
Thodi si mai sharmaayi
Thodi si ghabraayi
Thodi si mai sharmaayi
Chupke se aake usne mujhko
Preet ki reet batayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida fida fida
Badli hui si meri chaal yeh bataaye
Paanv zameen pe mujhse rakha na jaaye
Badli hui si meri chaal yeh bataaye
Paanv zameen pe mujhse rakha na jaaye
Yeh dard kaisa haaye
Mujhse saha na jaaye
Yeh dard kaisa haaye
Mujhse saha na jaaye
Chupke se koi aake mujhe
Dard ki dawa bataye
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida fida fida
Maara re maara aisa dank maara bichoo ne
Saare badan mein hai aag lagayi
Na jane mujhpe jawani kyun chaayi
Haaye
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida ho gayi
Bichoo pe dil aa gaya haaye
Bichoo pe mai to fida fida fida
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Bichoo |
| Artist | Sangeeta Kopalkar |
| Album | Luv Zaala |
| Language | Hindi |
| Year | 2012 |
Popular Hindi Lyrics
Bichoo lyrics by Sangeeta Kopalkar. From the album Luv Zaala. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.