Bewafa Se Pyaar Kiya – Lyrics
Woh Honth Jo Maine Choomein The
Sau Jhooth Unhi Se Bolegi
Woh Honth Jo Maine Choomein The
Sau Jhooth Unhi Se Bolegi
Tujhe Dekh Ke Toh Lagta Nahi Tha
Tu Aur Kisi Ki Ho Legi
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha
Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Aisa Koyi Saal Beeta Na Koyi Maheena
Dil Pe Jab Judaai Wali Aariyan Chali Na
Aisa Koyi Saal Beeta Na Koyi Maheena
Dil Pe Jab Judaai Wali Aariyan Chali Na
Aaya Nahi Kabhi Mujhe Tere Bin Ek Pal Jeena
Ik Baar Nahi Karna Tha Jo
Haan Ik Baar Nahi Karna Tha Jo
Woh Jurm-e-Wafa Sau Baar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Maine Bewafa Se Pyaar Kiya
Tu Dhokha Hai Yeh Sabne Kaha Par Maine Hi Inkaar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Haaye Kitne Pyare The Woh Ishq Ke Iraade
Baant Lenge Ashq Saare Hum Dono Aadhe Aadhe
Haaye Kitne Pyare The Woh Ishq Ke Iraade
Baant Lenge Ashq Saare Hum Dono Aadhe Aadhe
Tu Hi Bata Kahan Gaye Tere Sab Kasmein Vaade
Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein
Jo Toot Chuki Thi Tukdon Mein
Us Naav Pe Dariya Paar Kiya
Yeh Dard Mujhe Milna Hi Tha
Maine Bewafa Se Pyar Kiya
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Bewafa Se Pyaar Kiya |
| Artist | Jubin Nautiyal |
| Album | Bewafa Se Pyaar Kiya |
| Language | Hindi |
| Year | 2023 |
More Lyrics by Jubin Nautiyal
Tum Hi Aana
Jubin Nautiyal
Lut Gaye
Jubin Nautiyal
Taaron Ke Shehar
Jubin Nautiyal
Phir Bhi Tumko Chaahunga
Jubin Nautiyal
Bewafa Tera Masoom Chehra
Jubin Nautiyal
Popular Hindi Lyrics
Bewafa Se Pyaar Kiya lyrics by Jubin Nautiyal. From the album Bewafa Se Pyaar Kiya. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.