Behnaa – Lyrics
Verse1:
Sath tere har qissa
Bachpan se ye pyara rishta
Jo bigada kabhi
sang guzaare sabhi
Verse2:
Wo jhoole fir se teri yaad aayi
Chalo chhodo humse ye ladaai
Aaj tujhko hasaa du main
Teri Gudiya dil du main
Aayi fir saawan rut hai na
Hai mishri chandan ka kehna
Behna meri aaja tu
Bandh mujhe Rakhi
Verse3:
Teri Shaitani ka hissa main
Mujhse abhi bhi kya gussa hai
Verse4:
Haan roothi thi par sach na bataai
Khilauna maine hi thi chupaai
Daanta maa ne tha tujhse
Maaf kar bhai mujhe
Saare rang ki raakhi le aayi
Diya roli se thaali sajaai
Bhai tujhe baandhu main
Pyar ki raakhi main
Behna meri aaja tu
Bandh mujhe Raakhi tu
Bhai tujhe baandhu main
Pyar ki raakhi main
Lyrics powered by JioSaavn
More Lyrics by Brite Roy
Popular Hindi Lyrics
Behnaa lyrics by Brite Roy. From the album Behnaa. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.