Download this song
→
Download Batti MP3
→
Gaadi khuli hai
Batti bhuji hai
Mere gharpe aake
Tu so jaa naa
Darwaaza band hai
Kismat khuli hai
Mere dil mein aake
Tu kho jaa naa
Pehle lambi baatein
Baad mein khulaase
Na karna mujhse vaadein
Na maangta dilaase
Kya kat ti lambi raatein
Kyu dhundhe bas kinaare
Aa tham ke baith aise
Jism ye mujhe pukaare
Malmal ki chaadar pe
Girne do lafzo ko
Matlab ki aankho se
Milne do lamho ko
Nafrat ke pardo se
Aage bhatakne do
Kismat ki lapto mein
Taale pighalne do
Pighalta jaata hath na kisi ke aata
Pyaar soch karna chahta soch soch kar na pata
Aankhein moond kass ke pakda
Bolu tujhme leen, haan tha
Qaid karke rakhlu tujhko
Aisa khwaab kyu sataata
Gaadi khuli hai
Batti bhuji hai
Mere gharpe aake
Tu so jaa naa
Darwaaza band hai
Kismat khuli hai
Mere dil mein aake
Tu kho jaa naa
Lyrics powered by JioSaavn
More Lyrics by Karun
Kamikaze
Karun
Mrignaini
Karun
Zubaida
Honey Singh
Titlee
Karun
Fitoor
Karun
Jeenedo
Shreyas
Aankhein
Roll Rida
Manoharini
Arpit Bala
Khoobsurat
Arpit Bala
Nashay
Karun
Popular Hindi Lyrics
Batti lyrics by Karun. From the album Batti. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.