Barson Yaaron Banake Pyari – Lyrics
Khushiyon ki lahrein gaayein
Dil ke taapo tak aayein
Doob jaane ki rut hai
Aaja pyaar main ghuljaayein
Aaj na khud ko roko
Pyar main khud ko jhunko
Shikwan ke saare parde kheench do
Aasman pe chaana hai, gungunana hai
Ban ja badal, dil kehta hai
Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Chehron pe dhoop malo
Saagaron pe jhoom chalo
Mausam ke cheenkey bikharne de
Saare nazaarey sanwarne do aasmaan pe
Aasman pe chaana hai gungunana hai
Ban ja badal, dil kehta hai
Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Laakh take da, ishq hai yaaron
Ishq phawaare kare isharey
Ankhiyen wich sadak banale
Duniya teri mehma hai
Tu dil ka mehal saja le
Duniya teri mehma hai
Aare itar phulel laga le
Duniya teri mehma hai
Yeh dil bada hai
Nageenay jada veh
Toh jashn manaa mere dil mein
Jaam uthae is mehfil main
Zakhm baant lo dard chaat lo
Gham ko peeslo, khushi chaat lo
Nafrat ki is zindagi main na koi jagah
Khushiyon ki lahrein gaayein
Dil ke taapo tak aayein
Doob jaane ki rut hai
Aaja pyaar main ghuljaayein
Aaj na khud ko roko
Pyar main khud ko jhunko
Shikwan ke saare parde kheench do
Aasman pe chaana hai, gungunana hai
Ban ja badal, dil kehta hai
Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Ishq waale khet main chal
Fasalon sa jhoom machal
Aaja maaga lein hawaon ko
Aaja sajaa lein fazaon ko aaja na
Aasman pe chaana hai, gungunana hai
Ban ja badal, dil kehta hai
Bheeg ja bheeg ja yaara
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Barso barso yaaron barso re
Ban ke pyaar yaaron barso re
Dil mein langar khol de
Jo aaye mehmaan
Do din ki hai zindagi
Ke le lambi taan
Jai hanumaan gyan gun sagar
Jai kapees tihun lok ujagar
Jai hanumaan gyan gun sagar
Jai kapees tihun lok ujagar
Ram duot atulit bal dhama
Anjani putra pawan sut nama
Mahaveer vikram bararangi
Kumati nivar sumati ko sangi
Kanchan baran viraj suvesha
Kanan kundal kunchit kesa
Jai hanumaan gyan gun sagar
Kai kapees tihun lok ujagar
Hanuman ki jai
Pawanaut Hanuman ki jai
Pawanaut Hanuman ki ja
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Barson Yaaron Banake Pyari |
| Artist | Roopkumar Rathod |
| Album | London Dreams |
| Language | Hindi |
| Year | 2009 |
Lyrics from London Dreams
More Lyrics by Roopkumar Rathod
Teri Mitti
Sonu Nigam
Tere Liye
Lata Mangeshkar
Woh Ladki Bahut Yaad Aati
Udit Narayan
Sandese Aate Hain
Sonu Nigam
Maula Mere Maula
Roopkumar Rathod
Popular Hindi Lyrics
Barson Yaaron Banake Pyari lyrics by Roopkumar Rathod. From the album London Dreams. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.