Barsaat Ho Jaaye – Lyrics
Barsaat ho jaye
Boondein kya kehti hain suno
Jee bhar ke pyaar humse karo
Boondein kya kehti hain suno
Jee bhar ke pyaar humse karo
Female
Adhoora aaj na apna koi bhi
khwaab reh jaye
Bina poori tarah bheege
ab chain na aaye
Tamanna hai ki zoron ki
barsaat ho jaye
Bina poori tarah bheege
ab chain na aaye
Tamanna hai ki zoron ki
barsaat ho jaye
Badalon ki tarah
tumpe chaa jaaon main
Aaj poori tarah
tera ho jaaon main
Bijliyaan gir rahi hain
yahan se wahaan
Chod ke main tumhe
jaaon bhi to kahaan
Lagi hai aag kuch aisi
bujhaye bujh nahi paye
Mujhe jis baat kar dar tha
wo aaj ho jaye
Tamanna hai ke zoron ki
barsaat ho jaaye
Mujhe jis baat ka dar tha
Wo aaj ho jaye
Tamanna hai ki zoron ki
barsaat ho jaye
Tamannaaon ki barish mein
Dilon ko bheeg jaane do
Naya sa mod ek de do
Mohabbat ke fasaane ko
Chale aandhi chale toofaan
Chale ye silsila yoon he
Simat jaao lipat jao
Tumhe na aaj rokoongi
Nazara is tarah ka ho,
paani bhi jal jaye
Tamanna hai ke zoron ki
barsaat ho jaaye
Mujhe jis baat ka dar tha
Wo aaj ho jaye
Tamanna hai ki zoron ki
barsaat ho jaye
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Barsaat Ho Jaaye |
| Artist | Jubin Nautiyal |
| Album | Barsaat Ho Jaaye |
| Language | Hindi |
| Year | 2022 |
More Lyrics by Jubin Nautiyal
Tum Hi Aana
Jubin Nautiyal
Lut Gaye
Jubin Nautiyal
Taaron Ke Shehar
Jubin Nautiyal
Phir Bhi Tumko Chaahunga
Jubin Nautiyal
Bewafa Tera Masoom Chehra
Jubin Nautiyal
Popular Hindi Lyrics
Barsaat Ho Jaaye lyrics by Jubin Nautiyal. From the album Barsaat Ho Jaaye. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.