Baarish Bulao Avvy Ballagan Lyrics MP3 Download

Baarish Bulao – Lyrics

Baarish Bulao · 2023 · Hindi
Download this song
Uski kasmein khaa khaa ke todenge Dil toota hai to kya, firse jodenge Tumhein baddua hai, zinda rehke mar jaao Tumhein baddua hai, zinda rehke mar jaao Baarish bulaao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao Baarish bulaao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao Ho bijli cheekh cheekh ye bataa rahi hai Woh raat kahin or bita rahi hai Kaise insaan ko chaahte the hum Ye soch soch ke sharam aa rahi hai To hamne bhi karni sharam chodh di Na peene ki uski kasam tod di Ab kisi ki baaton mein aate nahi Woh bulaaye par ab hum jaate nahi Khuda ka khouf karke hi sudhar jao Us khuda ka khouf karke hi sudhar jao Baarish bulaao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao Baarish bulaao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao Zameen aur aasmaan taaron pe likhu Dhokhebaaz hai woh shehar ki deewaron pe likhu Ab kisi ki bhi baahon mein aaraam kijiye Ji jayie aur apna kaam kijiye Kaise bhi hain aap jaise toh nahi Khaamkha na hamein avvy badnaam kijiye Karenge tumhe yaad arrey bhool jaao Hum karenge tumhe yaad arrey bhool jaao Baarish bulao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao Baarish bulao sharaab leke aao Bewafa ki saari tasveeron ko jalaao
SongBaarish Bulao
ArtistAvvy Ballagan
AlbumBaarish Bulao
LanguageHindi
Year2023
Download Baarish Bulao MP3
More Lyrics by Avvy Ballagan
Popular Hindi Lyrics

Baarish Bulao lyrics by Avvy Ballagan. From the album Baarish Bulao. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next